Urdu/hindi poetry
Avatar
Sweetcapricorn
2012/02/25 14:36
1.Meri yadon se agr bach niklo to wada hai tm se Mein khud dunia se keh dun ge kami meri wafa mein the 2.Bhut masruf ho shayad jo hum ko bhul baithy go Na ye pocha kahan ho na ye jana ke kaise hain hum. 3.khuda naseeb kare unko bht se khushian wo pyare log jo hamin udas rakhtay hain 4.Teri yadon se bach niklun mje tadbeer day koi Meri janib se har rastata teri janib nikalta hai.
Avatar
Hkhan
2012/04/17 14:28
Main ab aksar bethe bethe gum ho jata hu.. Main ab aksar main nahain rehta tum ho jata hu-smile-
Avatar
Sweetcapricorn
2012/04/18 14:29
Hamin ab tak teri kuch na kehnay wali ankun se shikwa hai hamin in muskuratay labun se shikwa h hamaray shair sun kar khilkhilaty thay magr kuch na kehtay thay na janay aisy lamhun mein teri sochun mein kitnay rang atay thay tb hamaray khawb ,ankhain,chera sbi kuch teqi khatr tha magr tm ne in qadar kye nhn kbi hamin tmse bs yahe shikwa hai.
Avatar
Hkhan
2012/04/18 14:30
Zulf Raaton C Hai Rangat Hai Ujaalon Jesi. . ''Par Tabiyat Hai Wohi Bhoolney Walon Jesi''-smile-…. Dhoondta Phirta Hun Yun Logon men Shabahat Uski. . K “WO” Khawabon men Bhi Lagti Hai Khyaalon Jesi…. Uski Baatein Bhi DiL'aawez Hain Surat Ki Tarha.. Meri Sochein Bhi Preshan Mere Balon Jesi..-smile- Uski “AANKHON” Ko Kabhi GhOr Se Dekha Hai “FARAZ”? Soney Walon Ki Tarha Jagney Walon jesi…-eye-
Avatar
Sweetcapricorn
2012/04/18 14:36
Tm se baat karne ke adatein nhn the jb yani darmian apne chahatein nhn the jb khub soch laiti,khub bol laiti lekin ab ye halat hai tmse bt gar na ho soch roth jati hai lafz jo shanasa hain ashna nhn rhtay.
Avatar
saahir
2012/04/19 10:18
Sweetcapricorn: Tm se baat karne ke adatein nhn the jb yani darmian apne chahatein nhn the jb khub soch laiti,khub bol laiti lekin ab ye halat hai tmse bt gar na ho soch roth jati hai lafz jo shanasa hain ashna nhn rhtay.
Lofzo'n ko zuba'n par na lao tum.. Ankho'n sey baya'n kar do.. Nazre'n niichi ho'n.. Labo'n pe tabassum ho.. Hum samajh lengey.. Tumeh humse mahobbat hai..
Avatar
Sweetcapricorn
2012/04/19 15:18
Bhegi ankhun sy muskurane ka maza kuch aur hai hastay hastay palkein bhegane mein maza kuch aur hai baat keh ke to koi bi smjh jata hai khamosi ko koi smjhy to maza kuch aur hai
Avatar
Someone
2012/04/19 18:29
Kisiko Yun Rulaya Nahi Karte, Jhoote Khwab Kisiko Dikhaya Nahi Karte, Agar Koi Aapki Zindagi Main Khaas Nahi Hai, To Usse Reh-Reh Kar Ye Ehsaas Dilaya Nahi Karte
Avatar
Someone
2012/04/19 18:30
Dard Hota Hai Magar Shikwa Nahi Karte Kon Kehta Hai Ki Hum Wafa Nahi Karte Aakhir Kyu Nahi Badlti Taqdeer ‘Ashiqe’ Ki Kya Mujhko Chahne Wale Mere Liye Dua Nahi Karte
Avatar
Someone
2012/04/19 18:32
Andekha Anjaana Bachpan Yaad Mujhey Jab Aata Hay Kuch Pal Mujhey Hansata Hay Per Har Pal Mujhey Rulata Hay Chhotee Chhotee Batein Kuch Dundhlee Dundhlee Yadein Kuch Rouna Dhona Rooth Bhi Jaana Masoumiyat Sey Sab Ko Mannana Ghar Ka Aangan Aur Chobbara Aksar Khwaboon Mein Mandhrata Hay
Avatar
Sweetcapricorn
2012/04/20 00:45
Kehtay hain usay shehr k sub log masiha woh shaks meray dard se anjan sa Q h be adal he hoti hai yahan pyar ke taqseem jo humse koi taluq he nhn rakhna chahta us shaks ke loat ane ka imkan sa kyun h
Avatar
saahir
2012/04/21 05:25
Sweetcapricorn: Kehtay hain usay shehr k sub log masiha woh shaks meray dard se anjan sa Q h be adal he hoti hai yahan pyar ke taqseem jo humse koi taluq he nhn rakhna chahta us shaks ke loat ane ka imkan sa kyun h
Dil mei ek kasak sii uth'ti hai.. Jab yaad us be-wafa ki aati hai.. Sochta hu'n bhool jau'n usey.. Lekin wo fir bhi uaad aata hai..
Avatar
Hkhan
2012/04/21 18:09
Voh . . . . .kuch Ho. . Gai. . . Tumse. .muhabt . . . . .warna. . . Hum. . . .voh. . . . . .khudsar. . . Hain. . . Jo. . Apni . . . Bhi. . . Tamanna. . . Nah . . . . . . . Karain. . .
Avatar
Hkhan
2012/04/21 20:19
Aziz itna hi rakho k ji bahal jaye... Ab isqadar bhi nah chaho k dam nikal jaye. .
Avatar
Hkhan
2012/04/21 20:25
Chalo acha hua Tum bhol gaye Ik bhol hi tha Mera pyar o sajina... Main samjho gi Bhanvare nainaan Dekh rehe thay sapne.. Kho kar tum ko Hum ne samjha bahag mein tha ye apne.. Chalo acha hua tum bhol gaye. . . Mun bhaggia mein aag bhari thi phol kahanse khilte.. Eik naddi k do thay kinaare kese bhala hum milte.. Chalo acha hua tum bhol gaye Ik bhol hi tha mera pyar o sajina
Avatar
Sweetcapricorn
2012/04/22 05:51
Woh kuch sunta to mein kuch kehti mje kuch aur kehna tha Woh jo pal bhar ko ruk jata mje kuch aur kehna tha Galat fehmi ne batun ko barha dala warna Kaha kuch tha,woh smjha kuch tha,mje kuch aur kehna tha
Avatar
Hkhan
2012/04/22 09:48
Samay k samandar kaha tu ne lakin suna par nah samjhe.. Javani ki naddi mein tha teez paani ''zara phir se kehna'' kahan se chala tha judai ka saya nahain dekh paya.. k raste mein thi ansu'on ki ravaani ''zara phir se kehana''
Avatar
Sweetcapricorn
2012/04/22 12:18
Khuda kare sari umar mje manzil na milay bht muskil se woh razzi hua h sath chalne ko.
Avatar
Sweetcapricorn
2012/04/22 12:55
Kbi weran rastun par koi anjan se dastak agr tm ko sunae day sada ke shakal mein a kar kahe muhabt nam h mera palat kar mat daikhna tm ke is kare muhbt mein aziat he aziat hai.
Avatar
Hkhan
2012/04/22 17:44
Abhi to-dil- main halki si khalish mahsoos hoti hai... Buhat mumkin hai kal iska muhabat naam ho jaaye.. Ujaale apni yaadoon k humhare sath rehne do. . . Nah jaane kis galli mein zidagi ki shaam ho jaaye-smile-
Avatar
Sweetcapricorn
2012/04/22 23:37
Mein agr kuch bolun to tm bura mann jatay ho isse lye humne apne batun ko tmse chupa rakha hai.
288 replies
#36 International
Here you can post in your native language & discuss topics with others from around the world.
Forums
Home