Urdu/hindi poetry
Avatar
Sweetcapricorn
2012/02/25 14:36
1.Meri yadon se agr bach niklo to wada hai tm se Mein khud dunia se keh dun ge kami meri wafa mein the 2.Bhut masruf ho shayad jo hum ko bhul baithy go Na ye pocha kahan ho na ye jana ke kaise hain hum. 3.khuda naseeb kare unko bht se khushian wo pyare log jo hamin udas rakhtay hain 4.Teri yadon se bach niklun mje tadbeer day koi Meri janib se har rastata teri janib nikalta hai.
Avatar
Hkhan
2012/04/14 08:37
Sweetcapricorn: Ussay ye shak ke mein uskay lye jaan na day paun ge Mje ye daar hai ke roye ga bht woh azmaa ke mje.
Har waqt rulata hai mujhay hadse zayada.. Main jis ko tassawur mein bhi ronay nahi deta. . . .
Avatar
Hkhan
2012/04/14 13:09
Sweetcapricorn: Tm jo roothay kabhi to manna lun ge tmko Magar daikho.... Muhabbaton mein meri shamil koi dusra na ho..
Sirf muslims ka mohmmad pa ijjara to nahain.. Ishq ho jaaye kisi se koi chara to nahain.-grins-
Avatar
Hkhan
2012/04/14 13:13
Sweetcapricorn: Har rishtay ko azmaya hai meine Kuch paya par bht kuch ganwaya hai meine Har us shakhs ne rulaya he bht Jis jis ko iss dil mein csaya hai meine.
because..@ Tum marrawat ko bhi akhlas samjhte ho faraz.. Dost hota nahain har haath millane walla.ok.
Avatar
Sweetcapricorn
2012/04/14 14:50
Hkhan: because..@ Tum marrawat ko bhi akhlas samjhte ho faraz.. Dost hota nahain har haath millane walla.ok.
i thnk ur rgt hamza khan
Avatar
Hkhan
2012/04/14 17:04
Sweetcapricorn: i thnk ur rgt hamza khan
Sach kehta hu to loagonko bura lagta hu.. Jhot bolu to main bhi mash'hoor ho jaaon.. Zamana sara agar rothta hai roth jaaye.. Tere karam se Elahi nah dour ho jaon.
Avatar
Hkhan
2012/04/14 23:35
Hum un kalyun ki yaad mein roaye hain aay bahar.. Jo tere intezar mein murjha ke reh gayen..
Avatar
Hkhan
2012/04/14 23:37
Phool ban'ne ki khushi mein muskrai thi kalli.. Kya khabar thi bahar moat ka pagham laai hai..
Avatar
Hkhan
2012/04/14 23:39
Hum to ous phool k aashiq hain jo shabnam se bhi paak ho.. Roanday huaye phool hum kabhi uthaya nahain kartay..
Avatar
Hkhan
2012/04/14 23:41
Jis shaakh pa bethay sookh gai jis phool ko tora sookh gya.. Qismat mein to weeraana tha hum sair e gulshan kya kartay. . .
Avatar
Hkhan
2012/04/15 00:40
Gun'gunatay Huay Anchal Ki Hawa Deh Mujh Ko.. Ungli'yaan phair Ke Baaloon Main Sulla Deh Mujh Ko... Jis Tarah Faaltu Guldaan Paray Rehtay Hain Apne Gahar Ke Kisi Konay Se Lagga Deh Mujh Ko. . .
Avatar
Hkhan
2012/04/15 00:42
Aur Kuch Bhi Nahian Manga Mere Malik Tujh Se.. UsKi Galiyoon Main Parii Khaak Banaa Deh Mujh Ko.. Loag Kehtay Hain Ke Yeh Ishq Niggal Jata Hai.. Main Bhi Is Ishq Mein Aaya Hoon,Dua Deh Mujhe Ko..
Avatar
Hkhan
2012/04/15 00:44
Dekh Main Hogaya Badnaam... Kitaboon Ki Tarah. Merii Tah'sheer Na Kar, Ab Tu Jalla Deh Mujh Ko.. Rhootna Tera Meri Jaan Liye Jata Hai.. Aesay Naraaz Na Ho Hans Ke Dekha Deh Mujh Ko:)
Avatar
Hkhan
2012/04/15 00:46
Doobtay Doobtay Awaaz Teri Sunn Jaoon.. Akhiri Baar Tu Sahil Se Saadaa Deh Mujh Ko.. Main Tere Hijr Main Chup Chaap Na Marr Jaoon Kahain.. Main Hoon Saktay Main Kabhii Aaa Ke Rulla Deh Mujh Ko...
Avatar
Hkhan
2012/04/15 00:51
Yaad Kar Ke Mujhe Takleef He Hoti Hogi. . . . . .-yes- Aik Qissa Hoon PurAana Sa, Bhulla Deh Mujh Ko. . . . . .
Avatar
Sweetcapricorn
2012/04/15 14:30
-super- Hamza-clap-
Avatar
Hkhan
2012/04/15 21:21
Aah ko chaahiye ik 'umr asar hone tak... kaun jeeta hai teree zulf ke sar hone tak.. Daam har mauj mein hai halqa-e-sad_kaam-e-nahang.. Dekhain kya guzre hai qatre pe guhar hone tak...
Avatar
Hkhan
2012/04/15 21:26
Aashiqee sabr talab aur tamanna betaab.. Dil ka kya rang karoon Khoon e jigar hone tak.. Ham ne maana ke taghaful na karoge, lekin Khaak ho jaayenge ham tumko Khabar hone tak..
Avatar
Hkhan
2012/04/15 21:31
Partav-e-khur se hai shabnam ko fana'a ki taaleem.. Main bhee hoon ik inaayat ki nazar hone tak.. Yak nazar baish nahain fursat e hastee GHaafil Garmi e bazm hai ik raqs e sharar hone tak.. Gham e hastee ka 'Asad' kis'se ho juz marg ilaaj.. Shamma'a har rang mein jaltee hai sahar hone tak. .
Avatar
Sweetcapricorn
2012/04/16 10:27
Rastay bdalne se dil kahan bdaltay hain ankh mond laine se jo nami ho ankun mein woh kbi nhn chupti hath ke kuwadun se chandi nhn talti beraham hawaun se pyar ke chiragun ke roshni nhn bhujti mujse dur jane ke rah dundhtay ho kyun tm apni simat anne se mje rok nhn saktay
Avatar
Hkhan
2012/04/16 12:02
Dabi dabi si wo muskurahat labon pe apne saja saja kay.. VoH narm lahje main baat karna ada se nazrain jhuka jhuka kay.. Voh aankh teri shararati si voh zulf mathay pe nachti si.. Nazar hatay nah voh aik pal bhi main thak gaya hoon hata hata kay. . Voh tera hathon ki unglion ko mila kay zulfon main kho sa jana.. Haya ko chehre pe phir sajana voh phool chahra khila khila kay.. Voh hath hooron kay ghar hoon jaise voh paon pariyon kay par hoon jaise.. Nahian hai teri misaal koi main thak gaya hoon bata bata kay....!!!-smile-
288 replies
#36 International
Here you can post in your native language & discuss topics with others from around the world.
Forums
Home