2WAP

deadlyDJ

10 friends · joined Mar 2014 · Male

Posts
57
Reputation
14
Credits
0

Intro

I m wat I m ...
Share WhatsApp Facebook X Telegram SMS

Photos See all

Guestbook 12

Log in to sign the guestbook.

Former member

Hiiiiii!!!!!!0

11 years ago
Kayli
I dnt understand a word in ur pf. Sorry smiley
11 years ago
farah-khan
aj di nai aai kya
12 years ago
farah-khan
di khna wo khus rhe aur tm bi kbi di ko rula mat ok enjoy ur chat
12 years ago
farah-khan
aj mne di ko apni list se remove kar diya aur shout me bi bol diya
12 years ago
farah-khan
aj di ne muje yakin dilaya tha ki wo tere sath nai h par tmre har ek commnt ne ye dikha diya ki wo aj b tmre sath h aur di ne mujse jhut kaha h
12 years ago
farah-khan
sht me chilla kar bat karne se acha h inbx me bat karo tm dono ok gud bye n good night
12 years ago
deadlyDJ
are Amma ab me tumhe mera pw du kya
12 years ago
farah-khan
muje pta tha ki tm kbi sach nai bologe
12 years ago
deadlyDJ
she is not talking .??
12 years ago
Mujh mein safar tu karti rahe
Har ik saans mein guzarti rahe

Shaamo subah tu mera
Tere bina kya mera
Do jismo jaan ek hai
Na hona kabhi tu juda

Teri meri kahaani
Hai baarishon ka paani
Banke jo ishq barse
Teri meri kahaani (x2)

Dekho na kaisi ijaazat mili hai
Ek doosre mein hifaazat mili hai

Jeene ki saari zaroorat mili hai
Ye jaam hi hai jaisa yunhi hamesha
Hamesha rahe jis tarah

Shaamo subah tu mera
Tere bina kya mera
Do jismo jaan ek hai
Na hona kabhi tu juda

Teri meri kahaani
Hai baarishon ka paani
Banke jo ishq barse
Teri meri kahaani (x2)

Mujh mein safar tu karti rahe
Har ik saans mein guzarti rahe

Hum se ye jo bhi harqat hui hai
Mohabbat mohabbat mohabbat hui hai

Kuch itne hain hum tum
Kami kuch nahi hai
Jitna bhi jeena hai
Tujhko hi jeena hai
Jeete rahein jis tarah

Shaamo subah tu mera
Tere bina kya mera
Do jism jaan ek hai
Na hona kabhi tu juda

Teri meri kahaani
Hai baarishon ka paani
Ban ke jo ishq barse
Teri meri k
Jo Haal Dil Ka Idhar Ho Raha Hai
Woh Haal Dil Ka Udhar Ho Raha Hai
Jaan-E-Jaan, Dilon Pe Pyaar Ka
Ajab Sa Assar Ho Raha Hai
Jo Haal Dil Ka Idhar Ho Raha Hai
Woh Haal Dil Ka Udhar Ho Raha Hai
Jaan-E-Jaan, Dilon Pe Pyaar Ka
Ajab Sa Assar Ho Raha Hai
Jo Haal Dil Ka Idhar Ho Raha Hai
Woh Haal Dil Ka Udhar Ho Raha Hai
Galey Se Lagaa Loon
Laboon Pe Sajaa Loon
Tere Afsaanon Ko
Main Apna Bana Loon
Galey Se Lagaa Loon
Laboon Pe Sajaa Loon
Tere Afsaanon Ko
Main Apna Bana Loon
Dard Hai Halka Sa
Magar Ho Raha Hai
Jaan-E-Jaan, Dilon Pe Pyaar Ka
Ajab Sa Assar Ho Raha Hai
Jo Haal Dil Ka Idhar Ho Raha Hai
Woh Haal Dil Ka Udhar Ho Raha Hai
Ye Mujhko Khabar Hai
Ye Tujhko Pataa Hai
Jo Chaaya Dhadkan Pe
Chaahat Ka Nashaa Hai
Ye Mujhko Khabar Hai
Ye Tujhko Pataa Hai
Jo Chaaya Dhadkan Pe
Chaahat Ka Nashaa Hai
Deewana Tera
Bekhabar Ho Raha Hai
Jaan-E-Jaan, Dilon Pe Pyaar Ka
Ajab Sa Assar Ho Raha Hai
Jo Haal Dil Ka Idhar Ho Raha Hai
Woh Haal Dil Ka Udhar Ho Raha Hai
Jaan-E-Jaan, Dilon Pe Pyaar Ka
Ajab Sa Assar Ho Raha Hai
Jo Haal Dil Ka Idhar Ho Raha Hai
Woh Haal Dil Ka Udhar Ho Raha Hai
Tumko Paya Hai To Jaise Khoya Hoon
Kehna Chahoon Bhi To Tumse Kya Kahon
Tumko Paya Hai To Jaise Khoya Hoon
Kehna Chahoon Bhi To Tumse Kya Kahon
Kisi Zabaon Mein Bhi Woh Labaz Hi Nahi
Ki Jeene Mein Tum Ho Kya Tumhein Mein Bata Sakun
Main Aagar Kahoon Tumsa Haseen
Kaynaat Mein Nai Hai Kahin
Tareef Yeh Bhi To Sach Hai Kuch Bhi Nahi
Tumko Paya Hai To Jaise Khoya Hoon..
Shokhiyon Mein Dooobi Yeh Aadayein
Chehre Se Jhalki Hui Hain
Zulf Ki Ghani Ghani Ghatayein
Shaan Se Dhalki Hui Hain
Lehrata Aachal Hai Jaise Badal
Bhaahon Mein Bhari Hai Jaise Chandani
Roop Ki Chandani
Main Agar Kahoon Yeh Dilkashi
Hai Nahi Kahin Na Hogi Kabhi
Tareef Yeh Bhi To Sach Hai Kuch Bhi Nahi
Tumko Paya Hai To Jaise Khoya Hoon..
Tum Hue Meherbaan
To Hai Yeh Dastan
Hoo Tum Hue Meherbaan
To Hai Yeh Dastan
Abb Tumhara Mera Ek Hai Karwaan
Tum Jahan Mein Wahan
Main Agar Kahoon
Humsafar Meri
Apsara Ho Tum Ya Koi Pari
Tareef Yeh Bhi To Sach Hai Kuch Bhi Nahi
Tumko Paya Hai To Jaise Khoya Hoon.
Ishq Vaalon Se Na Puunchho Ki
Unaki Raat Kaa Aalam Tanahaa Kaise Guzarataa
Hai
Judaa Ho Hamasafar Jisakaa, Vo Usako Yaad
Karataa Hai
Na Ho Jisakaa Koi Vo Milane Ki Fariyaad
Karataa Hai
Salaame-ishq Meri Jaan Zaraa Qubuul Kar Lo
Tum Hamase Pyaar Karane Ki Zaraa Si Bhuul
Kar Lo
Meraa Dil Bechain, Meraa Dil Bechain Hai
Hamasafar Ke Liye
Main Sunaauun Tumhen Baat Ik Raat Ki
Chaand Bhi Apani Puuri Javaani Pe Thaa
Dil Men Tuufaan Thaa, Ek Aramaan Thaa
Dil Kaa Tuufaan Apani Ravaani Pe Thaa
Ek Baadal Udhar Se Chalaa Jhuum Ke
Dekhate Dekhate Chaand Par Chhaa Gayaa
Chaand Bhi Kho Gayaa Usake Aagosh Men
Uf Ye Kyaa Ho Gayaa Josh Hi Josh Men
Meraa Dil Dhadakaa,
Meraa Dil Tadapaa Kisiki Nazar Ke Liye
Salaame-ishq Meri Jaan Zaraa Qubuul Kar Lo
Isake Aage Ki Ab Daastaan Mujhase Sun
Sunake Teri Nazar Dabadabaa Jaaegi
Baat Dil Ki Jo Ab Tak Tere Dil Men Thi
Meraa Daavaa Hai Honthon Pe Aa Jaaegi
Tuu Masihaa Muhabbat Ke Maaron Kaa Hai
Ham Teraa Naam Sunake Chale Aae Hain
Ab Dav
Tark-e-taluqat pe roya na tu na main,
Lekin ye kya ke chain se soya na tu na
main.
Woh humsafar tha magar us say
humnawaayi na thi ,
Keh dhoop chayon ka alam raha, judaayi na
thi.
Adawatain theen, taghaful tha, ranjishain
theen magar,
Bicharne walay mai sab kuch tha, bewafayi
na thi.
Bichartay waqt bhi un aankhon mai thi
humari ghazal,
Ghazal bhi woh jo kisi ko kabhi sunayi na
thi
Muskurane ki wajah tum ho
Gungunane ki wajah tum ho
Jiya jaaye na, jaaye na, jaaye na..
O re piya re..
Jiya jaaye na, jaaye na, jaaye na..
O re piya re..
O re lamhe tu kahin mat jaa
Ho sake toh umr bhar tham jaa
Jiya jaaye na, jaaye na, jaaye naa..
O re piya re..
Jiya jaaye na, jaaye na, jaaye naa..
O re piya re.. piyaa re..
Dhoop aaye toh, chhaanv tum laana
Khwahishon ki baarishon mein
Bheeg sang jaana
Jiya jaaye na jaaye na jaaye na
O re piya re..
Jiya jaaye na jaaye na jaaye na
O re piya re.. piya re..
Jo mile usme kaat lenge hum
Thodi khushiyaan thode aansu baant lenge
hum
Jo mile usme kaat lenge hum
Thodi khushiyaan thode aansu baant lenge
hum
Jiya jaaye na jaaye na jaaye na
O re piya re..
Jiya jaaye na jaaye na jaaye na
O re piya re.. piya re..
Muskurane ki wajah tum ho
Gungunane ki wajah tum ho
Jiya jaaye na, jaaye na, jaaye na
O re piya re..
Jiya jaaye na, jaaye na, jaaye na
O re piya re.. piya re...
Piya re...
Wo o ho... oo...
Phoolon Ke Rang Se Dil Ki Kalam Se Tujhko
Likhi Roz Paati
Kaise Bataaoon Kis Kis Tarah Se Pal Pal Mujhe
Tu Sataati
Tere Hi Sapne Lekar Ke Soya Teri Hi Yaadon
Mein Jaaga
Tere Khayaalon Mein Uljha Raha Yoon Jaise Ki
Maala Mein Dhaaga
Haan Badal Bijli Chandan Pani Jaisa Apna Pyar
Lena Hoga Janam Humein Kayi Kayi Baar
Haan Itna Madir Itna Madhur Tera Mera Pyar
Lena Hoga Janam Hameh Kayi Kayi Baar
Sanson Ki Sargam Dharkan Ki Veena Sapnon Ki
Geetanjali Tu
Man Ki Gali Mein Mehke Jo Hardum Aisi Juhi Ki
Kali Tu
Chhota Safar Ho Lamba Safar Ho Sooni Dagar
Ho Ya Mela
Yaad Tu Aaye Man Ho Jaaye Bheed Ke Beech
Akela
Haan Badal Bijli Chandan Pani Jaisa Apna Pyar
Lena Hoga Janam Humein Kayi Kayi Baar
Haan Itna Madir Itna Madhur Tera Mera Pyar
Lena Hoga Janam Hameh Kayi Kayi Baar
Purab Ho Paschim Uttar Ho Dakshin Tu Har
Jagah Muskuraye
Jitna Hi Jaoon Main Door Tujhse Utni Hi Tu
Paas Aaye
Aandhi Ne Roka Pani Ne Toka Duniya Ne
Hanskar Pukara
Tasveer Teri Lekin Liye Main Kar A

Enjoying 2WapWorld?

Join free to reply, chat and make friends — it takes 30 seconds.

Join free Not now