2WAP
← Back
Tark-e-taluqat pe roya na tu na main,
Lekin ye kya ke chain se soya na tu na
main.
Woh humsafar tha magar us say
humnawaayi na thi ,
Keh dhoop chayon ka alam raha, judaayi na
thi.
Adawatain theen, taghaful tha, ranjishain
theen magar,
Bicharne walay mai sab kuch tha, bewafayi
na thi.
Bichartay waqt bhi un aankhon mai thi
humari ghazal,
Ghazal bhi woh jo kisi ko kabhi sunayi na
thi
Share WhatsApp Facebook X Telegram SMS

No comments yet. Be the first.

Log in or join to comment.