- Posts
- 115
- Reputation
- 0
- Credits
- 0
Intro
I'm cool nd free mind person......
I think life is a joke.....
I love only myself after my lovely and awesome family.....
I'm always try to enjoy every second of my life.....
Dat's enough.....
I think life is a joke.....
I love only myself after my lovely and awesome family.....
I'm always try to enjoy every second of my life.....
Dat's enough.....
Photos See all
Guestbook 4
Log in to sign the guestbook.
kapil_saini
Thanks buddy
15 years ago
Former member
kapil and enjoy your stay at 2wap
15 years ago
Rilwan
Welcome to 2wap
im happy to see you
15 years ago
chocolate.boy
welcome to the Magical world of 2wapworld! 
15 years ago
4 my love
Dil ki choto ne kabhi,chain se rehne na diya......
Jab chali sard hawa,maine tujhe yaad kiya......
Iska rona nahi,kyo tumne kiya dil barbaad......
Iska gham hai,ki bahut der me barbaad kiya........
Jab chali sard hawa,maine tujhe yaad kiya......
Iska rona nahi,kyo tumne kiya dil barbaad......
Iska gham hai,ki bahut der me barbaad kiya........
4 my love
Usne kaha ki kaun hai?.....
Maine kaha hasrat teri......
Usne kaha karta hai kya?.....
Maine kaha surat teri.......
Usne kaha chahta hai kya?........
Maine kaha kheedmat teri...........
Usne kaha pachtayega?.......
Maine kaha kismat meri............
Maine kaha hasrat teri......
Usne kaha karta hai kya?.....
Maine kaha surat teri.......
Usne kaha chahta hai kya?........
Maine kaha kheedmat teri...........
Usne kaha pachtayega?.......
Maine kaha kismat meri............
My Life
Jisne hume chaha,usey chah na sake.....
Jise chahte the,usey paa na sake.....
Ye samjho ki dil tutne ka khel hai.....
Kisi ka toda aur khud ka bacha na sake..........
Jise chahte the,usey paa na sake.....
Ye samjho ki dil tutne ka khel hai.....
Kisi ka toda aur khud ka bacha na sake..........
My Life
Kyo apni tarah jeene ka andaaz chhod de.....
Kyo apni tarah jeene ka andaaz chhod de.....
Aur hai he kya hamare paas iss andaaz ke siva..........
Kyo apni tarah jeene ka andaaz chhod de.....
Aur hai he kya hamare paas iss andaaz ke siva..........
My Life
Arzz kiya hai.....
Maine us raat se aankhe hi nahi kholi.....
Jis raat usne kaha tha,ki subah hote hi mujhe bhul jaana........
Maine us raat se aankhe hi nahi kholi.....
Jis raat usne kaha tha,ki subah hote hi mujhe bhul jaana........
My Life
Saari duniya thi mere janaze ke piche.....
Bas ek wo na thi mere janaze ke piche.....
Wo hoti bhi kaise mere janaze ke piche.....
Mera janaza to khud tha uske janaze ke piche..........
Bas ek wo na thi mere janaze ke piche.....
Wo hoti bhi kaise mere janaze ke piche.....
Mera janaza to khud tha uske janaze ke piche..........
Dat's my life
Dukh me sajni kinara kar gayi.....
Hasti hui zindagi besahara kar gayi.....
Jo roka karti thi kabhi peene se.....
Aaj jaate hue "BOTAL" ki taraf ishara kar gayi..........
Hasti hui zindagi besahara kar gayi.....
Jo roka karti thi kabhi peene se.....
Aaj jaate hue "BOTAL" ki taraf ishara kar gayi..........
For My Love
Dukh ye nahi ki lahu ka katra-katra beh gya..........
Dukh to ye hai ki yaar phir bhi pyasa reh gya...........
Dukh to ye hai ki yaar phir bhi pyasa reh gya...........
Baba Log
Arzz kiya hai......
Hume pta tha, ki teri mohabbat ke "JAAM" me "ZEHAR" hai "E-BEWAFA".........
Magar tere peelane me pyar hi itna tha,ki hum "THUKRA" na sake.........
Hume pta tha, ki teri mohabbat ke "JAAM" me "ZEHAR" hai "E-BEWAFA".........
Magar tere peelane me pyar hi itna tha,ki hum "THUKRA" na sake.........
Baba Log
Always makes new friend,but don't 4get the old........
B'coz "OLD IS GOLD" and "NEW IS SILVER"...........
And
Our true nationality is man kind.........
B'coz "OLD IS GOLD" and "NEW IS SILVER"...........
And
Our true nationality is man kind.........
Baba Log
In a day,when you are not face any problem......
Surely that you are going in a wrong path......
Surely that you are going in a wrong path......







