4 my love
kapil_saini
Mar 21, 2011
Usne kaha ki kaun hai?.....
Maine kaha hasrat teri......
Usne kaha karta hai kya?.....
Maine kaha surat teri.......
Usne kaha chahta hai kya?........
Maine kaha kheedmat teri...........
Usne kaha pachtayega?.......
Maine kaha kismat meri............
No comments yet. Be the first.
Log in or join to comment.