love
Swt.Raaz
Jan 1, 2014
Nazar ne nazar se
mulaqat kar li..
Rahe hum dono
khamosh par baat kar li..
Mohabat ki fiza ko jab
khush paya
in ankhon ne ro ro ke
BARSAAT KAR LI..
sanse thami si hai.,
Muskura rhe hai
hum,Par aankho me
nami si hai.,
Sath hamare ye jahan
hai sara,Par na jaane
kyon aapki kami si hai..
BURA MAN GAYE.
PYAR HAI HUM NE JATAYA
TO BURA MAN GAYE.
HUM KO TO UNKI YAAD
HER PAL RULATI HAI.
EK PAL HUM NE RULAYA
TO BURA MAN GAYE.
kar diya.
Aisa laga jaise khud
se daga kar diya..
Unhe kaise manau
sochta raha din
bhar..
Aaj aansuo ne bhi aane
se mana kar diyj
aate hain,Tanhaiyo me
gum Q YaaD aate hain,
Ansu ponch kar koi ye
bata de hame, Dur
rahane wale aksar Q
Yaad aate Hai...
aate hain,Tanhaiyo me
gum Q YaaD aate hain,
Ansu ponch kar koi ye
bata de hame, Dur
rahane wale aksar Q
Yaad aate Hai...
khojate hai, aansu
aankhon me utar aaye
to rolete hai. Aankho
aajaye shayad ap
khwab bankar. Yeh hi
soch ke solete hai
khojate hai, aansu
aankhon me utar aaye
to rolete hai. Aankho
aajaye shayad ap
khwab bankar. Yeh hi
soch ke solete hai
bhigoye hi nahi. Woh
kehte hai hum roye hi
nahi. Puchte hai kise
dekhte ho khwaab
mein. Kya kahe muddat
se hum soye hi nahi.
mein aashyana banane
ki. Nazar lag gai use
zamane ki. Karz hai
unka k aankhon mein
aansu hai aur saza
milgai muskurane ki.
gira abhi abhi. Kya tum
ne yaad kiya abhi abhi.
Tum se milke to zamana
beet gaya. Par aisa lagta
hai milkar gaya koi abhi
abhi.
nam nahi. Kya samjhte
ho use koi gham nahi.
Tum tadap k rodiye to
kya. Ghamon ko chupa
kar yhaan kam nahi.
Log in or join to comment.