2WAP

sad sad very sad

Swt.Raaz
Jan 1, 2014
Kaanch ka tohfa na dena kabhi Ruth k log tod diya karte hai Jo bahut ache ho unse pyar na karna Aksar ache log hi dil tod diya karte hai Usko kya saza Usko kya saza doo, jisne mohabbat main hamara dil tod diya, Gunah to humne kiya, jo uski baton ko mohhabat ka rang diya.
Swt.Raaz
Har Gam Sahe
Har Gam Sahe Uske Pyar Ki
khatir.Har Diwar Todi uske
Dedar ki Khatir..dunya Ko
bHula diya usey Pane Ki
khatir. Usne mera Dil tod
Diya Auron Ki Khatir..
DIL Tod Diya
DIL Tod Diya Mera Ab
CHITA B JaLa Dena,KAFAN
Na Mile To DUPTA Odha
Dena,Koi Puche Ki Kaise
MAR Gya,To Sar Juka kr
Wajah MOHABAT Bta
Dena…
12 years ago
Swt.Raaz
Jab chaha jazbat
Jab chaha jazbat se
khele,jab chaha dil tod
diya,tamam umar sath kya
dete,jab beech raah me
sath chod diya.unhe raas
na ayi wafae meri pyar
ki,shayad isliye mera
daaman chod gairo se
rishta jod diya.
Kya karege ishQ
Kya karege ishQ Kar k
Dosto,jab cahane wale ne
hi Dil tod diya,Hum par
shak na karo Dosto,kyu ki
Humne to ab ishQ karna hi
chhod Diya.
12 years ago
Swt.Raaz
Sms na kar ke dil tod diya.
Ab mobile dafna dena,
kafan na mile to rumal
odha dena , log puche rog
kya tha, to apni kanjusi
bata dena..
Chandi ki diwar
Chandi ki diwar na todi
par pyar bhara Dil tod diya
KUCH CHILLER PAISO KE
LIYE TUMNE MESSAGE
KARNA CHOD DIYA?
12 years ago
Swt.Raaz
Yeh WarQ WarQ Teri Dastan,
Yeh SabaQ SabaQ Tery
Tazkiray.!
Me Karon To Kaisay Karon
Alag,
Tujhay Zindagi Ki Kitab Say.!
12 years ago
Swt.Raaz
Is kadar Meri Dosti ka
Imtehaan to Mat lijiye,
Khafaa ho Kyu ye to
Bataa dijiye,
Maaf Kar do gar ho gayi
ho Humse koi Bhool,
Par aise yaad na kar ke
Hume Sazaa to Mat
dijiye..
(2)
Khwaab na khabhi tute,
kabhi dil bhi na tute,
Aap bhi kabhi hamse na
ruthe,
Humari Baat or saath na
chhute,
Par abhi Hamare beech
ka ye faslaa to tute..
(3)
Wo Mera Dost Jo Khuda
Jaisa Lagta Hai,
Dil ke Paas Hai par Phir
Bhi Judaa Sa kyu Lagta
Hai,
Kaafi Dino Se Aaya Nahi
koi Paigam Uska,
Shayad koi Baat Pe
Humse Khafaa Sa Lagta
Hai..
(4)
Bahut hi udas hai koi
Shakhs Tere jane se,
Ho sake to Lout ke aja koi
Bahane se,
Bhale Tu Lakh khafaa Ho
par ek bar to dekh le,
Koi Bikhar gaya hai Tere
Rooth jane se..
(5)
Rishton me Duriyaa to
12 years ago
AGONYandEXTASY
uuuy poor
12 years ago

Log in or join to comment.

More from Swt.Raaz