- Posts
- 168
- Reputation
- 3
- Credits
- 0
Intro
na sanghars na taklife , tab kya maza fir jine me , tufaan aakar v tham jayga jab lakshya rahega sine me
Photos See all
Guestbook 0
Log in to sign the guestbook.
No guestbook entries yet.
kaisi judai
kon kahta hai ki mujhe tumse judayi hogi, jarur kisi ne ye khabar udayi hogi, mai to shaan se rahunga tumhare dil me , itne dino me kuchh to jagah apke dil me hmne banayi hogi.
jo masege ka jabab nahi dete.
ha dost dost mujhe tab jayda taklif hoti hai jb mai msge deta hu aur rply nahi milti . kya aapke sath aisa hota hai tab yaha jarur likhenge
RET aur PATTHAR
Ret pe naam kabhi likhte nahi , kyuki ret pe likhe naam kabhi tikte nahi, log kahte hai ki patthar dil hai ham , leki sach ye hai ki patthar par likhe naam kabhi mit-te nahi.
sanghars
musibat se bhaag jana asan hota hai , har pahlu jindgi ka imtihan hota hai , darne bale ko milta kuch nai jindgi me ,ladne bale ki jindgi me jahaan hota hai
himmat
dosto manjile unhe milti hai jinke sapno me jaan hota hai , sirf sochne se kuchh nahi hota , hauslo se udaan hota hai.
hi
