- Posts
- 479
- Reputation
- 69
- Credits
- 0
Intro
I m simple
Photos See all
Guestbook 30
Log in to sign the guestbook.
jiayaq
Congrats for ur marriage be happy
8 years ago
_X-AJAY
Thanks Nadia
9 years ago
jiayaq
GET WELL SOON AJAY
9 years ago
_X-AJAY
You r my honest love honest love honest honest honest lover
9 years ago
_X-AJAY
Ya nise swty
9 years ago
jiayaq
I choose u and i choose u over and over and over without a pause without a doubt in a heartbeat i keep choosing u
9 years ago
_X-AJAY
Thanks swty
9 years ago
jiayaq
First u was my friend now we more than friends 
9 years ago
jiayaq
hello dear
9 years ago
What
ye ladki
Ye jo ladki hai sab ek saman hote hai.lekin dikhaba are baba mat puchho agar kabhi hmlog se galti se bhi kuch bol Diya tab inka nakhda dekhna yar.kuch ladkiya yaha pe hai no esi tarah ki roll Ada karti hi
HAPPY NAVRATRI
Sabhi ko navratri ki dher sari shubhkamnaye.
ye bhi ajeeb hai !
aadmi pahle paisa kamane ke liye apna sehat barbaad karta hai. aur fir sehat wapas lane ke liye paisa barbaad karta hai.
mera antim samay me
janaja mera uthega ,phir bhi taklif hogi usko aane me ,bewafa ghar me baithkar hee puchhegi , ki kitna waqt hai avi eese dafnane me .
mera dost
na dalo mere muh pe kafan , mujhe aadat hai muskurane ki , abhi mat dafnaao laash ko meri , kyuki mujhe ummid hai usko aane ki. . . .
kya baat hai !
kya baat hai , kabhi kisi ko apna dost nahi samajhna koi nahi tera sath hai , tum apne bharosa ko din samajhna, baki pe andheri raat hi.
ye kaisi dosti
jab kabhi tera naam lete hai , dil se intkaam lete hai ,mere barbaadio ke afsane, mere dost ka naam lete hai.
bo lamhe
bahut chahenge lekin bhula na sakenge ,khayalo me v ab kisi ko la na sakenge , kisi ko dekhkar aasu to pochh lenge , magar tumhare bina muskura na sakenge.
ye thik nahi hai
jab ham koi baat hindi me rakhte hai tab eese move kar INTER NATIONAl zone me kiya jata hai aakhir aisa kyu. Kya hindi bolne bale ko LOVE DATING me ya SOCIAL ZONE me koi v tipni karne pe aisa kyu kiya jata hai. Ye mai bardaast nahi kar sakta
aisa kyu
ees kadar ham apne yaar ko manaane nikle , unki chahat ka ham deewane nikle , jab v unko apni dil ki baat batana chaha , tub unke muh se waqt nahi hone ka bahane nikle.
ye duniya
hasane ke baad kyu rulati hai duniya , jane ke baad kyu bhool jati hi duniya , jindgi me kya koi kasar baki bhi tha , jo marne ke baad jalaati hi duniya.
Kash! aisa hota
kas ! hamari v parbah kisi ne ki hoti , to ye duniya hamse roosba na hoti ,agar aata tum jaisa muskurana mujhe , to hamse v kisi ne muhabbat ki hoti.







