Tumko dekhta hoo to Dil dhadak sa jata hai!
- Posts
- 4
- Reputation
- 0
- Credits
- 0
Intro
india
Photos See all
Guestbook
Only rajaaman's buddies can see and sign this guestbook. Log in
Raat ki hatheli par 'Chand' jagmgata hai.
Tumko dekhta hoo to Dil dhadak sa jata hai!
Tumko dekhta hoo to Dil dhadak sa jata hai!
Raj
Jo insaan khud ko shareshat samjhne lagta hai,vo jeevan me kuch seekh nahi sakta,kyonki ishawar se shareshat kuch nahi hai!
Raj
Jivan me jab bhi tanaav aay, use chunoti maankar savikaar kare.na hi uske adhin ho.tanaav hamare shatru ki tarah hi hota hai.jab hum apne shatru se dur rehte hai,usi tarah tanaav se bhi dur rehna chahiye!
Raj
Jindagi me har lamha kimti hai,ye un logo se puchiye:1Saal ki kimat-jo fel hua ho.
1Mahine ki kimat-jise tankhawa na mili ho.
1Hafte ki kimat-jo pura hafta asptaal me raha ho.
1Roti ki kimat-jo din bhar bhukha raha ho.
1Ghante ki kimat-jisne kisi ka intajaar kiya h…
1Mahine ki kimat-jise tankhawa na mili ho.
1Hafte ki kimat-jo pura hafta asptaal me raha ho.
1Roti ki kimat-jo din bhar bhukha raha ho.
1Ghante ki kimat-jisne kisi ka intajaar kiya h…
Raj
''Main''ek aisa shabad hai, jo insaan me 'Ahankaar'le aata hai,jo insaan ki samjh ko khatam kar deta hai,isliye hume,''Main''ko chod har samay apni kaamyaab jindgi ke liye''Ishawar''ka dhanyavaad karna chahiye!
Raj
Duniya ko hum tabhi samajh payenge jab khud ke ghere se bahar aayenge:Ek baar bahut dhani aadmi ek mahatma ke paas gya,aur unse puchne laga,mujhe apne jeevan me kya karna chahiye?Mahatma muskuraye aur use apne kamre ki khidki ki taraf le gaye,iske baad Mahatma ne aadmi se pucha,t…
Raj
Kuch paane ke liye jitna aap khud ko behtar maante hai,usse jyada kuch paane ki iccha rakhe,isse aapko kuch paana aasan lagega!
Raj
''Sacchaai''ka rasta 'Jhoot' ke raste se kathin jaroor hota hai,lekin''Sacchaai''ishawar aur jhoot paret ka saya hai!
Raj
Hame din ki achi shuruvaad ke liye nitay mithe vachan aur ishawar ka naam avashay japna chahiye!
Raj
Agar hum apni baani ko kisi ke saamane madhur shabdo me rakhte hai,to us vaykati ke saamane hum maha purush kehlate hai!
Raj
kisi ki bhi 'Kalpna' karne se hi insaan use paa sakta hai,bina kalpna ke insaan kuch nahi kar sakta!kalpna ka matlab soch.insaan ko hamesha sahi kalpna karni chahiye!
Raj
Agar koi aap par vishawaas karta hai to,uska vishawaas kabhi nahi todna chahiye.kyonki vishawaas ka arth vish me waas karna hota hai!
Raj
Agar koi insaan apne dukho se dukhi hai,to use un logo ko dekhna chahiye,jo unse bhi jyada dukhi hai.Apna dukh kam lagega!
Raj
Hame maanav jivan Hamare shubh karmo ke kaaran milta hai.Isliye hame is jeevan me Beshara,Dhukhi logo ki sahayeta karni chahiye!





