2WAP

Jiske rachna itna sundar vo kitna sundar hoga ?

6 replies 80 views
Tujhe dekhkar jag waale par Tujhe dekhkar jag waale par Yakeen nahin kyun kar hogaa Tujhe dekhkar jag waale par Yakeen nahin kyun kar hogaa Jiski rachna itni sundar Wo kitna sundar hoga Wo kitna sundar hoga Ho o aaa Tujhe dekhne ko main kyaa Har darpan tarsa karta hai Tujhe dekhne ko main kyaa Har darpan tarsa karta hai Tujhe dekh kar jag wale par yakeen nahi kyun kar hoga Jyun tulsi ke birwa ko Har aangan tarsa karta hai Har aangan tarsa karta hai Ang ang tera ras ki ganga Ho o Ang ang tera ras ki ganga Roop ka wo saagar hoga Jiski rachna itni sundar Wo kitna sundar hoga Wo kitna sundar hoga Ho o o Raag rang ras ka sangam Aadharat prem kahaani ka Raag rang ras ka sangam Aadharat prem kahaani ka Mere pyaase man me yoon utri Jyun ret me jharna paani ka Jyun ret me jharna paani ka Apna roop dikhaane ko Apna roop dikhaane ko Tere roop me khud ishwar hota Jiski rachna itni sundar Wo kitna sundar hoga Wo kitna sundar hoga Wo kitna sundar hoga Ho o o aaa

Have something to say?

Join free to reply to kumaar — it takes 30 seconds.

Share WhatsApp Facebook X Telegram SMS

Join the conversation

6 replies so far. Join free to add yours — it takes 30 seconds.

Enjoying 2WapWorld?

Join free to reply, chat and make friends — it takes 30 seconds.

Join free Not now