2WAP

Aai phoolon ke rani bahaaro ki malika

6 replies 68 views
Ai Phoolon Ki Rani, Bahaaron Ki Malika, Tera Muskurana Gazab Hogaya, Na Dil Hosh Mein Hein, Na Ham Hosh Mein Hai, Nazar Kaa Milana Gazab Ho Gaya.. Tere Hont Kya Hai, Gulaabi Kanwal Hai, Yeh Do Patiyan, Pyar Ki Ik Gazal Hai, Voh Nazuk Labon Se, Mohobbat Ki Baaten, Hami Ko Sunana, Gazab Hogaya, Ai Phoolon Ki Rani, Bahaaron Ki Malika, Tera Muskurana Gazab Hogaya, Na Dil Hosh Mein Hein, Na Ham Hosh Mein Hai, Nazar Kaa Milana Gazab Ho Gaya.. Kabhi Ghul Ke Milna, Kabhi Khud Jhijhakna, Kabhi Raaston Par, Behekna-Machalna, Yeh Palkon Ki Chilman, Utakar Girana, Girakar Utana, Gazab Ho Gaya, Ai Phoolon Ki Rani, Bahaaron Ki Malika, Tera Muskurana Gazab Hogaya, Na Dil Hosh Mein Hein, Na Ham Hosh Mein Hai, Nazar Kaa Milana Gazab Ho Gaya.. Ai Phoolon Ki Rani, Bahaaron Ki Malika, Tera Muskurana Gazab Hogaya, Na Dil Hosh Mein Hein, Na Ham Hosh Mein Hai, Nazar Kaa Milana Gazab Ho Gaya.. fizaon me thandak, ghata bhar jawaani Tere gesuonki badi meherbaani Har ik pench mein seikado maikade hain tera ladakhadanaa gazab ho gaya Ai Phoolon Ki Rani, Bahaaron Ki Malika, Tera Muskurana Gazab Hogaya, Na Dil Hosh Mein Hein, Na Ham Hosh Mein Hai, Nazar Kaa Milana Gazab Ho Gaya..
Share WhatsApp Facebook X Telegram SMS

Log in or join to reply.