2WAP

Yaad teri aati hai mujhe tadpati hai

8 replies 68 views
Yaad teri aati hai Mujhey tadpati hai Sari raina jaagey naina Mujhko rula jati hai Yaad teri aati hai Mujhey tadpati hai Sari raina jaagey naina Mujhko rula jati hai Meine kabhi socha na tha Yu pyar ho jayega Anjaaney hum mil jayenge Ikraar ho jayega Ab dil kahin lagta nahi Tere bina saathiya Badne lagi betaabiyan Tune kya jaadu kiya Yaad teri aati hai Mujhey tadpati hai Sari raina jaagey naina Mujhko rula jati hai Baatein teri yaad aayein to Ankhon se ansoo bahe Koi bhala kaise bhala Dard e judai sahe Haalat meri kya ho gayi Kaise bataun tujhey Afsana mein is pyaar ka Kaise sunau tujhey Yaad teri aati hai Mujhey tadpati hai Sari raina jaagey naina Mujhko rula jati hai.

Log in or join to reply.