Muhabbat
9 replies
87 views
friend yaha par us topic ko post karna chahiye tha yaha par topic post karte hai..ok
O.k karo
Kya bo cheej yha pe likha ja sakta hai lily
Muhabbat ek ahsaso ki paawan si kahani hai , kavi kabira diwana tha kavi meera diwani hai, yaha sab log kahte hai, meri aankho me aasu hai, jo ye samjhe to moti hai, jo na samjhe to ye pani hai
tum kya kar rhe ho ajay
Koi diwana kahta hai , koi pagal samajhta hai, magar dharti ki bechaini ko bas baadal samajhta hai, tum mujhse door kaisi ho mai tumse door kaisa hu ye mera dil samajhta hai ya tera dil samajhta hai
Bus aise hee ek post bana rha tha. Kya tum ees pe nahi likhogi
Ab kabeer pagal samaj thaaaa he
ehsas