2WAP
← Back
Jo tere sang laagi preet mohe
Rooh baar baar tera naam le
Ki Rab se hai maangi yehi duaa aa
Tu haathon ki laqeerien thaam le

Chup hain baatein
Dil kaise bayaan main karoon
Tu hi kehde
Woh jo baat main keh na sakoon

Ki sang tere paniyon sa, paniyon sa
Paniyon sa behta rahoon
Tu sunti rahe main kahaniyaan si kehta rahoon
Ki sang tere baadalon sa, baadalon sa
Baadalon sa udta rahoon
Tere ek ishaare pe teri ore mudta rahoon
Ooo
Share WhatsApp Facebook X Telegram SMS
Former member
Wah Ustaad Wah
8 years ago
heartkiller
Hahaha Me kabse ustad ho gaya
8 years ago
Former member
Tusi Hamesha se mere Ustaad hi ho smiley
8 years ago
heartkiller
Hahaha
8 years ago

Log in or join to comment.