ishaq ka imaan aisa hota hai ke innsaan ki rooh ko taza kardeta hai agar ishq sucche dill se karo toa varna aisa andhera chahega ke hum apne aapko pehchaan nai payenge
ZARMAAN_2
sucche dil se ishq krne walo ki zindgi me hi andhera chchaata hai....
11 years ago
maxo4u
aisa harr koi samajhta hai per agar succhai hamara wajood hai toa khuda bhi hamari takkhdeer badalane 100 sochega
11 years ago
ZARMAAN_2
ishq hi ibaadat hai dost........par yaad rakho khuda kisi ek ka nhi hota....
11 years ago
maxo4u
haa hame pataa hai fir bhi hamara ye maan na hai ke chaaye kitni bhi takklif kuy na ho agar hamare ander ishaq ka imaan succha ho toa hamara humsafar hame mile na mile kamm se kamm hame bhoola nai payega
11 years ago
ZARMAAN_2
taqllef to fir bhi khud ko hi hogi use taqleef me dekh k........
11 years ago
maxo4u
ye..bhi sahee hai jitni takklif hum jhelte hai usme zarra bharr unnme hoti hai yaar
11 years ago
ZARMAAN_2
hmmm...
aur wo zarra hi zahennum hota hai hmare liye...
aur wo zarra hi zahennum hota hai hmare liye...
11 years ago
maxo4u
aur usi aag me hum khudd jall rahe hai aur iski durd kitna hota hai koi hum se puche..ishaq ne nikkama kardiya ghalib varna hum bhi kuch kaam ke the
11 years ago
ZARMAAN_2
khuda ka naam de k kisi ko khud hi be-naam ho jate hai,,,,,
11 years ago
maxo4u
aisa naam kis kaam ka jiska koi wajood hee na ho
11 years ago
ZARMAAN_2
sahi baat hai dost.....
11 years ago
maxo4u
shukriya..asshq me rang samo ta raha hu my aanchal kisika thaam ke roata raha hu my kahaa jaake chuppau uss haseen ka chehra jisji yaad me roata raha hu my
11 years ago
ZARMAAN_2
fanna,,,,itna ho jau mai teri zaat me,,,,,,,,,aey sanam,,,,
jo mujhko dekh le use deedar tera ho jaye...
jo mujhko dekh le use deedar tera ho jaye...
11 years ago
maxo4u
wow..aisi aada pe mari huyi laash se rooh nikal ke tumhe gale lagale
11 years ago