Asuon ko Ankhon ki
Dehleej pe laya na karo,
Apne Dil ka haal kisi ko
batay na karo, Log mutthi
bhar Namak liye ghuma
karte hai, Apne Zakham
kisi ko dikhaya na karo
Mushkil hai ab in labo ka
kabhi muskura paana,
Mushkil hai ab is dil ka kisi
ke liye dhadak paana,
Chalakte hai sirf aansu in
aakhon se ab to,
Mushkil hai inme kisi ke
liye sapne sajaana...
pyaar ke naam par
dewaane chale aate hai,
shama ke pichhe parwane
chale aate hai,
tum bhi chale aana meri
maut par ,
uss din toh begane bhi
chale aate hai......
Dehleej pe laya na karo,
Apne Dil ka haal kisi ko
batay na karo, Log mutthi
bhar Namak liye ghuma
karte hai, Apne Zakham
kisi ko dikhaya na karo
Mushkil hai ab in labo ka
kabhi muskura paana,
Mushkil hai ab is dil ka kisi
ke liye dhadak paana,
Chalakte hai sirf aansu in
aakhon se ab to,
Mushkil hai inme kisi ke
liye sapne sajaana...
pyaar ke naam par
dewaane chale aate hai,
shama ke pichhe parwane
chale aate hai,
tum bhi chale aana meri
maut par ,
uss din toh begane bhi
chale aate hai......