Usne Jab Bhi Mujhe Dil Say Pukara Mohsin,
Maine Tab Tab Yeh Btaya K Tumhara Mohsin,
Log Sadiyoun Ki Khataon Pay Bhi Khush Baste Hain,
HumKo Lamhoon Ki Wafaon Ne Ujara Mohsin,
Ho Gya Jab Yeh Yaqeen Ab Woh Nahi AyeGa,
Aansoun Aur Gham Ne Diya Dil Ko Sahara Mohsin,
Woh Tha Jab Pass Toh Jeene Ko Bhi Dil Karta Tha,
Ab Toh Pal Bhar Bhi Nahi Hota Guzara Mohsin,
UsKo Pana Toh Muqadar Ki Lakeeroon Main Nahi,
UsKa Khona Bhi Karein Kaise Gavara Mohsin..!