Skip to content

main aur meri tanhai

farah-khan · Mar 30, 2014 15:47 14 40
farah-khan OP
Mar 30, 2014 15:47
Tum bin zindagi suni si lagti h ,,Har pal adhuri si lagti h ..,Ab to in saanso ko apni saanso se jod de ..,Warna zindagi kuch pal ki mahmaan si lagti hai
14 replies
Humsafar
Mar 30, 2014 15:55
#1
Kbi kbi aisa lagta hai hami b farah
SAFDAR
Mar 30, 2014 15:56
#2
Alone but happy
Turab
Mar 30, 2014 15:57
#3
muje add karo
farah-khan OP
Mar 31, 2014 12:02
#4
Har dhadkan mein ek raz hota hain ..,Har bat ko batane ka ek aandaz hota hain,,...Jab tak thokar na lage bewafai ki ......,Har kisi ko apne pyar par naaz hota hai
saahir
Mar 31, 2014 12:09
#5
farah-khan: Har dhadkan mein ek raz hota hain ..,Har bat ko batane ka ek aandaz hota hain,,...Jab tak thokar na lage bewafai ki ......,Har kisi ko apne pyar par naaz hota hai
Naaz se Nazish huwi.. Naazish se niyaaz. Naaz uthane ko hum tayyar the.. Par Naaz nikli be-niyaz..
farah-khan OP
Mar 31, 2014 12:47
#6
Humsafar: Kbi kbi aisa lagta hai hami b farah
ok
farah-khan OP
Mar 31, 2014 15:43
#7
Mere geet sune duniya mera dard koi na jan skta , ek tera sahara tha par tu bi muje na pahchan saka
NIGHT_ANGEL
Mar 31, 2014 20:32
#8
Kuch Tehreerein Likhte Rehna Apne Ghar Mein Chalte Rehna Anjaani Baaton Mein Bhi Hoti Hai Dil Ki Lagi
farah-khan OP
Apr 2, 2014 17:57
#9
Kisi ke pass kuch na ho to hansti h duniya ....Kisi ke pass sb kuch ho to jalti h duniya ...Mere pass to ap jaisa dosta h jiske liye tarsti h sari duniya
ArjunPratap
Apr 2, 2014 18:00
#10
Nice lines
Humsafar
Apr 2, 2014 18:01
#11
Nice line. smiley . Bt no cmnts smiley
farah-khan OP
Apr 2, 2014 18:02
#12
Humsafar: Nice line. smiley . Bt no cmnts smiley
thnx nd its ok
saahir
Sep 20, 2014 20:29
#13
Sweet wordssmiley
farah-khan: Har dhadkan mein ek raz hota hain ..,Har bat ko batane ka ek aandaz hota hain,,...Jab tak thokar na lage bewafai ki ......,Har kisi ko apne pyar par naaz hota hai
farah-khan OP
Sep 21, 2014 13:17
#14
saahir: Sweet wordssmiley
thnku .smiley