2WAP

main aur meri tanhai

14 replies 76 views
Tum bin zindagi suni si lagti h ,,Har pal adhuri si lagti h ..,Ab to in saanso ko apni saanso se jod de ..,Warna zindagi kuch pal ki mahmaan si lagti hai
#4
Har dhadkan mein ek raz hota hain ..,Har bat ko batane ka ek aandaz hota hain,,...Jab tak thokar na lage bewafai ki ......,Har kisi ko apne pyar par naaz hota hai
#5
farah-khan: Har dhadkan mein ek raz hota hain ..,Har bat ko batane ka ek aandaz hota hain,,...Jab tak thokar na lage bewafai ki ......,Har kisi ko apne pyar par naaz hota hai
Naaz se Nazish huwi.. Naazish se niyaaz. Naaz uthane ko hum tayyar the.. Par Naaz nikli be-niyaz..
#9
Kisi ke pass kuch na ho to hansti h duniya ....Kisi ke pass sb kuch ho to jalti h duniya ...Mere pass to ap jaisa dosta h jiske liye tarsti h sari duniya
#13
Sweet wordssmiley
farah-khan: Har dhadkan mein ek raz hota hain ..,Har bat ko batane ka ek aandaz hota hain,,...Jab tak thokar na lage bewafai ki ......,Har kisi ko apne pyar par naaz hota hai

Log in or join to reply.