read this vsaddest story ever in hindi
Rohan786 2013/09/30 10:00
Ek Chidiya Aur Chiddha ki prem kahani:- Ek din chida bola- Mujhe chhod kar kabhi tum ud to nahi jaogi. Chidiya- Ud jaun to tum pakad lena. Chida- Main tumhein pakad sakt ahun par pa nahi sakta. chidiya ki aankh mein aansu aa gaye, usne apne pankh tod liy., or boli ab hum hamesha sath rahenge. Ek din jor se tufan aaya, chidha udne laga tabhi Chidiya boli tum ud jao main nahi ud sakti. Chidha-Apna khayal rakhna kahkarud gaya. Jab Tufan Thama aur chidha vapas aaya to usne dekha ki Chidiya mar chuki thi... Aur ek dali par likha tha--Kash wo ek bar to kahta ki main tumhein nahi chod sakta, To shayad main Tufan aane se pahle nahi marti...