Laga di hai dar pe
tumhare Wo humari arzi hai
Baat karo na karo tumhari marzi hai
Hum to mast-maula hai Khud hi haste or ro
lete hai
Zindagi jitni hai ji lete hai warna,Maut to
darz hi hai
Tumhari berukhi ko bhi
pyaar humara milega
Jab jab mangoge tab tab sahara milega
Sata lo hume Zindagi jo baki hai
Kya pata ye mauka kab tumhe dubara
milega
Jane koi kisse kyun khafa
rehta hai
Hum bekhabar hain kisme nuksaan-O-nafa rehta
hai
Kab kaun kaha se ake kaise kya keh jaye
Isi darr se zakhmi Ye dil bewafa rehta hai
Chalta hu vipreet me zamane ke,
Hote hai kai tareeke izzat kamane ke.
Bhedchaal ki parampara to hai sadiyon purani
Kuch juda karne ki hasrat hai mere dil me bahane se.
Tere aks ka hi deedar har bar karta rahu
Har janam me milne ke liye har bar marta rahu
Gar ho na sake mumkin kisi janm me mulakat to
Rooh ban k teri rooh ko pyaar main karta rahu
Mujhko kya khabar mere jaane ke baad
Ek aur afsana likha gaya mere afsane k
baad
Ashq to tere bhi nikle mere akhiri gaane
k baad
Royi thi tu bhi bahut mere jaane k baad
Rebellion: Bachkani lehron ko samandar nahi kehte
Hawaon K jhonkon ko bawandar nahi kehte
Jigar rakhte ho to karo kuch kaam anokha
Bheed me mast shehzadon ko Sikandar nahin kehte
shahzada jo aaj kal ke hi bhid me moka ka faida uthate hai dost