1.Meri yadon se agr bach niklo to wada hai tm se
Mein khud dunia se keh dun ge kami meri wafa mein the
2.Bhut masruf ho shayad
jo hum ko bhul baithy go
Na ye pocha kahan ho na ye jana ke kaise hain hum.
3.khuda naseeb kare unko bht se khushian
wo pyare log jo hamin udas rakhtay hain
4.Teri yadon se bach niklun
mje tadbeer day koi
Meri janib se har rastata teri janib nikalta hai.
Sau kos se ba-zaban-e-qalam baatein kiya karo aur hijr mein visaal ke maze liya karo
(from hundred of miles talk with the tongue of the pen and enjoy the joy of meeting even when you are separated).
By Mirza Ghalib
Sweetcapricorn: Uss ke ik ik lambhay ke hifzatt karna aye "KHUDA"
khubsurat dil ka insaan hai udass ho to acha nhn lagta
paas aa k bhi aap dur chale jate hai,
hum akailay hain akele hi reh jate hai,
Dil ka dard dikhayain kis ko?
jab marham lagane wale hi dard de
jate hai.
saza yah khob mili tum say dil laganay ki,
nazarlagi hay meray pyar ko zamanay ki,
ab to qabar mein say bhi nikal ker
kahtay hain hath mere, hamain to hasrat hi rah gai tumhain
galay laganay ki.
Sweetcapricorn: Kia tm jantay ho meray dil ke baat????????
Chalo choro jantay hotay to tm sirf meray hotay
tm kya jano dil ki baat, tm sochte ho yea mere ander dhadakta hah,
par yea sach mein uske lia dhadakta hai, jo eske ander hai, yeani ki aap. my personal sheyr mere dil se likha hai nt a cOpy pst.
Innocent_Aamir: tm kya jano dil ki baat, tm sochte ho yea mere ander dhadakta hah,
par yea sach mein uske lia dhadakta hai, jo eske ander hai, yeani ki aap. my personal sheyr mere dil se likha hai nt a cOpy pst.
jo tm ne kaha mann liya hamney
hum dil walun ke batein thukraya nhn kartay
Teri tanhayion me shareek ho jaun,Sochta hun akser k tera naseeb ho jaun.Na rahe kisi aur ki aarzoo tumko,Kabhi jo ho mumkin me tere itna kareeb ho jaun.
Innocent_Aamir: saza yah khob mili tum say dil laganay ki,
nazarlagi hay meray pyar ko zamanay ki,
ab to qabar mein say bhi nikal ker
kahtay hain hath mere, hamain to hasrat hi rah gai tumhain
galay laganay ki.