Skip to content

1st ever topic

dad_ash · Aug 4, 2011 19:45 24 129
dad_ash OP
Aug 4, 2011 19:45
Shiqwa teri ''yadoon'' se is tara kiya hum ne Hanstay hanstay dil ko "rula'' diya hum ne Ek lamha diya tu ne jeen ke liye. . . Aur us main zindgi ko "bita" diya hum ne Ek safhe pa likhi teri "yaad" ki dastaan Dusra hisa khali hi jala diya hum ne kis baat ki "mazrat" chahte hain woh Jis baat ko sunte hi "bhula" diya hum ne Woh kyun nai aate humhre paas Jin ki rahon main palkon ko bichha diya hum ne. . . . .
24 replies
_-FiRe-PhOeNiX-_
Aug 8, 2011 18:21
#
Nice touchinG smiley
Nuella@18
Oct 19, 2012 22:15
#
Terence dnt tink is a lie
S-ALI.RAZA
Feb 22, 2014 22:57
#
Naught,,
SAFDAR
Mar 20, 2014 14:16
#
So cute poetry