Ab dua main khuda se
kya mangu
Ab gairo ki ho gayi
wah use main kaise
mangu
Wafa ka wasta dekar
bewafai ki jisne Uss se
apni mohababat ka
haq kya mangu
Jan bujh kar anjan ban
gaye jo Uss se milne
ki dua kya mangu
Mohababat main
hamne ranjo-gam
uthaye hain sada
Sanam ke khush
rahne ki dua kya
mangu
Jise main chahta hoon
use kismat chhin leti
hai Tum kaho dosto
main dua main kya
mangu. :-)
No comments yet. Be the first to comment!