2WAP

kYa MaNgU...

_-FiRe-PhOeNiX-_
May 14, 2011
Ab dua main khuda se kya mangu Ab gairo ki ho gayi wah use main kaise mangu Wafa ka wasta dekar bewafai ki jisne Uss se apni mohababat ka haq kya mangu Jan bujh kar anjan ban gaye jo Uss se milne ki dua kya mangu Mohababat main hamne ranjo-gam uthaye hain sada Sanam ke khush rahne ki dua kya mangu Jise main chahta hoon use kismat chhin leti hai Tum kaho dosto main dua main kya mangu. smiley

No comments yet. Be the first.

Log in or join to comment.

More from _-FiRe-PhOeNiX-_