Humsafar added 12 photos
12 years ago- Posts
- 206
- Reputation
- 103
- Credits
- 0
Intro
Photos See all
Guestbook 67
Log in to sign the guestbook.
Kehna Chahoon Bhi To Tumse Kya Kahon
Tumko Paya Hai To Jaise Khoya Hoon
Kehna Chahoon Bhi To Tumse Kya Kahon
Kisi Zabaon Mein Bhi Woh Labaz Hi Nahi
Ki Jeene Mein Tum Ho Kya Tumhein Mein Bata Sakun
Main Aagar Kahoon Tumsa Haseen
Kaynaat Mein Nai Hai Kahin
Tareef Yeh Bhi To Sach Hai Kuch Bhi Nahi
Tumko Paya Hai To Jaise Khoya Hoon..
Shokhiyon Mein Dooobi Yeh Aadayein
Chehre Se Jhalki Hui Hain
Zulf Ki Ghani Ghani Ghatayein
Shaan Se Dhalki Hui Hain
Lehrata Aachal Hai Jaise Badal
Bhaahon Mein Bhari Hai Jaise Chandani
Roop Ki Chandani
Main Agar Kahoon Yeh Dilkashi
Hai Nahi Kahin Na Hogi Kabhi
Tareef Yeh Bhi To Sach Hai Kuch Bhi Nahi
Tumko Paya Hai To Jaise Khoya Hoon..
Tum Hue Meherbaan
To Hai Y
Kaha Ho
Pankh Tum Paravaaz Ham
Zindagii Kaa Saaz Ho Tum
Saaz Kii Aavaaz Ham
Hamasafar Mere Hamasafar
Pankh Tum Paravaaz Ham
Zindagii Kaa Giit Ho Tum
Giit Kaa Andaaz Ham
Aa.Nkh Ne Sharamaa Ke Kah Dii
Dil Ke Sharamaane Kii Baat
Pyaar Kii Tum I.Ntahaa Ho
Pyaar Kii Aagaaz Tum
Hamasafar Mere Hamasafar ...
Jii Mein Ho Jab Aasaman Ki
Yaa Zamin Kii Baat Ho
sapne chalo hum sajayen
O humsafar, dil ke nagar
sapne chalo hum sajayen
Tum ho paas aur hum kahin kho jaayen
O humsafar, dil ke nagar
sapne chalo hum sajayen
Tum ho paas aur hum kahin kho jaayen
O humsafar, dil ke nagar
sapne chalo hum sajayen
Rootheeye yun nahi, idhar aaiye
Bhaahon main aa ke hamari, kuch kar jayiye
O .. Rootheeye yun nahi, idhar aaiye
Bhaahon main aa ke hamari, kuch kar jayiye
Hai hum kahin na aaj mar jayen
O humsafar, dil ke nagar
sapne chalo hum sajayen
Tum ho paas aur hum kahin kho jaayen
O humsafar, dil ke nagar
sapne chalo hum sajayen
Dekhiye yoon nahi, pighal jaungi
Chhoona na mujhko sanam tum, main darr
jaungi
O .. dekhiye yoon nahi, pighal jaungi
Chhoona na mujhko sanam
Unaki Raat Kaa Aalam Tanahaa Kaise Guzarataa
Hai
Judaa Ho Hamasafar Jisakaa, Vo Usako Yaad
Karataa Hai
Na Ho Jisakaa Koi Vo Milane Ki Fariyaad
Karataa Hai
Salaame-ishq Meri Jaan Zaraa Qubuul Kar Lo
Tum Hamase Pyaar Karane Ki Zaraa Si Bhuul
Kar Lo
Meraa Dil Bechain, Meraa Dil Bechain Hai
Hamasafar Ke Liye
Main Sunaauun Tumhen Baat Ik Raat Ki
Chaand Bhi Apani Puuri Javaani Pe Thaa
Dil Men Tuufaan Thaa, Ek Aramaan Thaa
Dil Kaa Tuufaan Apani Ravaani Pe Thaa
Ek Baadal Udhar Se Chalaa Jhuum Ke
Dekhate Dekhate Chaand Par Chhaa Gayaa
Chaand Bhi Kho Gayaa Usake Aagosh Men
Uf Ye Kyaa Ho Gayaa Josh Hi Josh Men
Meraa Dil Dhadakaa,
Meraa Dil Tadapaa Kisiki Nazar Ke Liye
Salaame-ishq Meri Jaan Zaraa Qubuul K
main,
Lekin ye kya ke chain se soya na tu na
main.
Woh humsafar tha magar us say
humnawaayi na thi ,
Keh dhoop chayon ka alam raha, judaayi
na
thi.
Adawatain theen, taghaful tha, ranjishain
theen magar,
Bicharne walay mai sab kuch tha, bewafayi
na thi.
Bichartay waqt bhi un aankhon mai thi
humari ghazal,
Ghazal bhi woh jo kisi ko kabhi sunayi na
thi
Humsafar started a topic in General Area
12 years agoHumsafar started a topic in General Area
12 years agoHumsafar started a topic in General Area
12 years agoHumsafar started a topic in General Area
12 years agoHumsafar started a topic in General Area
12 years agoHumsafar started a topic in Faith/Beliefs
12 years agoHumsafar started a topic in International
12 years agoHumsafar started a topic in 2wap Info
12 years agoHumsafar started a topic in Myth&Mystery
12 years agoHumsafar started a topic in International
12 years agoHumsafar started a topic in International
12 years agoHumsafar started a topic in International
12 years agoHumsafar started a topic in International
12 years agoHumsafar started a topic in International
12 years ago







