2WAP

Humsafar

16 replies 139 views
Vo humsafar tha mera Sath mere chalta rehta Mai agar giru toh thaam leta Ruk jau toh thaher jata Mord par hath tham leta Safar lamba tha Thak jau toh hosla deta Rah unchi nichi ho Magar chalta rehta Na rukta tha Na rukne deta chalta rehta bas chalta rehta Achanak ek raat Gum ho gaya vo Bina manzil mile Ab kidhar jaau Ji mei ata hai Mar jau mai.. .....
#13
Wo humsafar tha magar usse humnawayi na thi.. K dhup chaun ka aalam raha judaii na thi.. Dard e taalukat pe.. roya na tu na mai.. Lekin ye kya k chain se soya na tu na mai..
#15
Abe tu kab se khayri karne laga be.
Sarcastic: Wo humsafar tha magar usse humnawayi na thi.. K dhup chaun ka aalam raha judaii na thi.. Dard e taalukat pe.. roya na tu na mai.. Lekin ye kya k chain se soya na tu na mai..

Log in or join to reply.