Charagh ek aur jalao
Ke roshni kuch kam hai abhi
Andheron ki parchayion se bhi parey
Mujeh ek aur andhera door karna hai
Chand ke nikalne mein abhi aur
waqt baki hai.
Roshni ki Tallash..
21 replies
196 views
Eid ka chand nikalne me abhi bhot time hai..ab chirag nhi milte.made in china torch chalegi kya
Sheela_M: Eid ka chand nikalne me abhi bhot time hai
Chand toh ab b chamak raha hai. Yakin na ho toh aayina dekh lo.saahir:
Chand toh ab b chamak raha hai. Yakin na ho toh aayina dekh lo.
hahaha thts a good oneChand kab niklega
mai konsa chand dekhu aaine mai?
saahir:
Chand toh ab b chamak raha hai. Yakin na ho toh aayina dekh lo.
mai kon sa chand dekhu aaine mai?Aasman m jo hota h vo wala chand
anu: Chand kab niklega
jb sheesha dekh sako tabhi chand dikh jayegazugzwang: mai kon sa chand dekhu aaine mai?
Munda hua sar ji.anu: Aasman m jo hota h vo wala chand
mujhe dharti ka vo chand dekhna hai jise dekhkr aasmaan ka chand bhi sharma jayeSheeshe m nhi dikhta koi chand ek he chand hai jo aasman m dikhta h
Kuch jayda ho gya
anu: Kuch jayda ho gya
jyada ho gya to km kr do kuch..hehezugzwang: mujhe dharti ka vo chand dekhna hai jise dekhkr aasmaan ka chand bhi sharma jaye
Badal hi asmanme, chand nahi niklega indazar math karo chand ki, sojavo sapna deke.....
A Chand muzse na srma.. Hum ne bhi CHAND dekha h.. Tuzme to daag h humane to bedag CHAND dekha h @Anu
anu: Chand kab niklega
Suraj dhalne k baad.Sulagao gold flake
anu: Kuch jayda ho gya
kya zada ho gya?How do you usually introduce yourself?