2WAP

Awesome msg:

4 replies 109 views
Awesome msg: Ek Sach Chupa Hota Hai :- Jab Koi Kisi Ko Kehta Hai Ki "Mazaak Tha Yaar". Ek Feeling Chupi Hoti Hai :- Jab Koi Kehta Hai "Mujhe Koi Farq Nahi Padta". Ek Dard Chupa Hota Hai :- Jab Koi Kehta Hai "Its Ok". Ek Zarurat Chupi Hoti Hai :- Jab Koi Kehta Hai "Mujhe Akela Chhod Do". Ek Gehri Baat Chupi Hoti Hai :- Jab Koi Kehta Hai "Pata Nahi". Ek Samundar Chupa Hota Hai Baato Ka :- Jab Koi "Khamosh Rehta Hai". Isi liye ek Open Heart Surgerg unit k baahar likha huwa tha k.... "Agar Dil Khol Lete Apne Yaaro Ke Saath, To Aaj Kholna Na Padta Auozaro K Saath". "Share Life With True Friends"
Share WhatsApp Facebook X Telegram SMS

Log in or join to reply.