2WAP

Aap ko kesa lage

4 replies 110 views
*Aapko kaisa lagega agar neend me apka haath bistar se bahar nikle aur bed k neeche se koi use pakad le.* . . * Ya aap karwat badle aur dekhe ki koi lash aap k pass so rhi h.* . . * Ya aap ki chaddar apne aap sarakne lage.* . . * Ya aap adhi raat me ankhein khole aur dekhe ki ceiling se koi apko dekh rha h.* . . *Ya aap pani pine uthe aur khidki k bahar se koi budhiya kahe mujhe b pyas lagi hai. * . . . . .. Khair chhodo in sab bato ko, maine to GoodNight kahne k liye post kiya h.
Share WhatsApp Facebook X Telegram SMS

Log in or join to reply.