2WAP

Lagi aaj sawan ka phir vo jhadhi hai

2 replies 72 views
Lagi Aaj Sawan Ki Phir Woh Jadhi Hai Wohi Aag Seene Mein Phir Jal Padhi Hai Lagi Aaj Sawan Ki Phir Woh Jadhi Hai Kuch Aise Hi Din Teh Woh Jab Hum Miley Teh Chaman Mein Nahin Phool Dil Mein Khiley Teh Wohi Toh Hai Mausam Magar Ruth Nahin Woh Mere Sath Barsat Bhi Roh Padhi Hai Lagi Aaj Sawan Ki Phir Woh Jadhi Hai Koi Kash Dil Pe Jara Hath Rakh Le Mere Dil Ke Tukdoh Ko Ik Sath Kar Le Magar Yeh Hai Khwabon Khayalon Ki Baatein Kabhi Toot Kar Cheez Koi Judhi Hai Lagi Aaj Sawan Ki Phir Woh Jadhi Hai
Share WhatsApp Facebook X Telegram SMS

Log in or join to reply.