2WAP

Arre Haye haye yeh majboori

5 replies 70 views
Arre haye haye yeh majboori Yeh mausam aur yeh doori Arre haye haye haye majboori Yeh mausam aur yeh doori Mujhe pal pal hai tadpaaye Teri do takyaa di naukari mein Mera laakhon ka saawan jaaye Haye haye yeh majboori Yeh mausam aur yeh doori Mujhe pal pal hai tadpaaye Teri do takyaa di naukari mein Mera laakhon ka saawan jaaye Haye haye yeh majboori Yeh mausam aur yeh doori... Aa.. aa.. aa.. aa.. Haye haye yeh majboori Kitne saawan beet gaye Kitne saawan beet gaye Baithi hoon aas lagaaye Jis saawan mein mile sajanawa Woh saawan kab aaye, kab aaye.. Madhur milan ka yeh saawan Haathon se nikla jaaye Teri do takyaa di naukari mein Mera laakhon ka saawan jaaye Haye haye yeh majboori Yeh mausam aur yeh doori... Mujhe pal pal hai tadpaaye Teri do takyaa di naukari mein Mera laakhon ka saawan jaaye Haye haye yeh majboori Yeh mausam aur yeh doori... Prem ka aisa bandhan hai.. Prem ka aisa bandhan hai Jo bandh ke phir na toote Arre naukri ka hai kya bharosa Aaj mile kal chhoote, kal chhoote... Ambar pe hai racha swayamvar Phir bhi tu ghabraaye Teri do takyaa di naukari mein Mera laakhon ka saawan jaaye Dang ding, dang ding, ding dang dang Dang ding, dang ding, ding dang dang Mujhe pal pal hai tadpaaye Teri do takyaa di naukari mein Mera laakhon ka saawan jaaye Haye haye yeh majboori Yeh mausam aur yeh doori...
Share WhatsApp Facebook X Telegram SMS

Log in or join to reply.