Rang aur Noor kii..
Baraat lekey aya hu..
Mai tere dar pe..
Pyaar ki..
Saughat lekey ayaa hu..
Chilman ko hata..
Jalva toh dikha..
Tere didaar ki..
Ummeed sey..
Faryaad lekey aya hu..
Saughaat
6 replies
46 views
very goood sahir bhai 
Accha, kya bat hai...
wah wah kya bat he ap ki
Wah! Wah! Very good bro.
gud
bahut hi pyara saugat hai bhai... 