Aahatein Lyrics from Imran Khan and Kareena Kapoor starer Ek Main Aur Ekk Tu. Lyrics of Aahatein are penned by Amitabh Bhattacharya, and music is composed by Amit Trivedi.
Song Details:
Singer: Karthik & Shilpa Rao
Movie Album: Ek Main Aur Ekk Tu
Song Writer: Amitabh Bhattacharya
Music Composed by: Amit Trivedi
Year: 2012
Aahatein Lyrics
Chhoti-chhoti baatein yunhi aate-jaate
Yaadein sehlaake jaati hai
Raaton ko sirhaane baasi muskaane
Mujhko sula ke jaati hai
Milna nahin hai mumkin itna bataaun lekin
Hum phir mile kyun hain
Tujhko bula naa paaun
Tujhko bhula naa paaun
Yeh silsile kyun hain
Sab kuch wahi hai, par kuchh kami hai
Teri aahatein nahin hai
Sab kuch wahi hai, par kuchh kami hai
Teri Aahatein nahin hai.. nahin hai
Maine nahin jaana, tune nahin jaana
Jaane anjaane jo huaa
Kuchh tto hua jo mujh ko hua naa
Tujhko magar kyun hua
Ghalti nahin hai teri
Ghalti nahin hai meri
Phir bhi gile kyun hain
Tujhko bulaa na paaun
Tujhko bhula na paaun
Yeh silsile kyun hain
Sab kuch wahi hai [wahi hai]
Par kuch kami hai [kami hai]
Teri aahatein nahin hai
Sab kuch wahi hai, par kuch kami hai
Teri aahatein nahin hai, nahin hai hai
Teri aahatein nahin hai aahatein nahin hai
Teri aahatein nahin hai
Ohh..
Teri aahatein nahin hai, aahatein nahin hai
Teri aahatein nahin hai
Kyun... kyun nahin hai
MY FAV SONG- Aahatein
14 replies
78 views
nice ssssonglovly & nice nice..... .musica.
Thanks lily
S-ALI.RAZA:
nice ssssong
Have u heard this song...???
nice ssssongRohan786:
Have u heard this song...???
NO-LILY-: lovly & nice nice..... .musica.
Have u heard this song...??Rohan786:
Have u heard this song...??
yesS-ALI.RAZA: NO
U should download and listen to it
Its a lovely songupload here i want to listen.
Nice song
Thankss Princee
Thanx Safdar
Thanxx princess_Sonia