Tumhain Ik Bat Kehni Hai,
Magar Naraz Mat Hona,
K Tum Jo Har Ghari Mujhko,
Itna Yaad Atay Ho,
Hamain Itna Satate Ho,
K Hum Tum Dur Hain Dono,
Bohat Majbur Hain Dono,
Na Itna Yaad Ao Tum,
Na Youn Itna Satao Tum,
K Itna Yaad Aa Kar Yun,
Hamain Pagal Bana K Tum,
Faqat Itna Bata Do K,
Hamari JAAN Lo Gay Kya?
Magar Ye Bhi Haqeeqat Hai,
Tumhari YAAD Hi To Hai,
Jo Har Pal Sath Rehti Hai,
Khushi Main Bhi, Ghamon Main Bhi,
Udasi K Palon Main Bhi,
Tumhari YAAD Hi To Hai,
Jo Har Pal Ye Batati Hai,
Mujhe Ehsas Dilati Hai,
K
HUM TUM BIN ADHURE Hain
SuNo!!! Tum bin adhoore han hum**
13 replies
68 views
Hmmm bht achaa hai.....
Notyzee: Hmmm bht achaa hai.....
thanxxx :p1_lov3_d_w4y_u_lie: thanxxx :p
U Most Welcome....wahoooo BHOT ACHI HAI -CLAP-
Very nice yaar,,
SAFDAR: Very nice yaar,,
thanx safdar bhaiALIRAZA: wahoooo BHOT ACHI HAI -CLAP-
thanx ali bro1_lov3_d_w4y_u_lie: thanx ali bro
okWoh akar khwabo mei..
Kabhi hasate hain ..
Kabhi rulate hai..
nice poem
Hmmmmmm not bad..
Thanx frnz
wow...nyc