2WAP

value...? song

8 replies 68 views
#4
sweety4u: dish ki value bta di smiley
Desh ki value to tabhi chali gayi thi jab angrez yaha se chale gaye the.....kyu k desh to apna hua lekin deshwasi paraye ho gaye.....
#5
Tu pyaar hai kisi aur ka Tuzhe chaahtaa koi aur hai Tu pasand hai kisi aur ki Tuzhe maangtaa koi aur hai Kaun apna hai Kya begaanaa hai Kya hakeekat hai Kya fasaanaa hai Ye jamaane mein Kisne jaanaa hai Tu najar mein hai kisi aur ki Tuzhe dekhtaa koi aur hai Pyaar mein aksar Aisa hota hai Koi hanstaa hai Koi rotaa hai Koi paataa hai Koi khotaa hai Tu jaan hai kisi aur ki Tuzhe jaantaa koi aur hai
#8
Is kadar pyaar hain tumse ae humsafar Is kadar pyaar hain tumse ae humsafar Ab to jeete hain hum bas tumhe dekhkar Tumhari har ada tumhari har nazar Yeh kya kehne lagi tumhe hain kya khabar Is kadar pyaar hain tumse ae humsafar Ab to jeete hain hum bas tumhe dekhkar Dil mein hain betabiyan neend udne lagi Tere khayalon se hi aankh judne lagi Har pal tumko dekha maine Kehti hain meri nazar Tumhari har ada tumhari har nazar Yeh kya kehne lagi tumhe hain kya khabar Is kadar pyaar hain tumse ae humsafar Ab to jeete hain hum bas tumhe dekhkar Sasoon mein basne lagi jabse tu ho jaane jaan Apna sa lagne laga mujhko saara jahan Mehka mehka lagta mujhko Khushiyo se dil ka nagar Tumhari har ada tumhari har nazar Yeh kya kehne lagi tumhe hain kya khabar Is kadar pyaar hain tumse ae humsafar Ab to jeete hain hum bas tumhe dekhkar Tumhari har ada tumhari har nazar Yeh kya kehne lagi tumhe hain kya khabar
Share WhatsApp Facebook X Telegram SMS

Log in or join to reply.