2WAP

Hum aur Tum

9 replies 66 views
Hum aur Tum.. Do ajnabi.. Ek rah pe chalkar.. Kuchh pal, kuchh lamhe.. Kuchh kadam.. Ek mord par aakar tham gaye.. Ek faisla tha samne.. Tumne ek raah chuni.. Mai wahi'n betha raha.. Aaj bhi betha hu'n.. Ab toh muddat guzar chuki.. Raahe'n bhi badal gayee'n.. Mai apna pata bhi bhool gaya.. Sirf guzre lamhe mere saath hain.. Mai bhi guzre samay ki.. Sirf ek yaad hu'n..
Share WhatsApp Facebook X Telegram SMS

Log in or join to reply.