2WAP

Kai Po Che! song- Manjha

16 replies 112 views
Kai Po Che! SONG Manjha Lyricist: Swanand Kirkire Roothe khaabon ko manaa lenge Kati patangon ko thaamenge Haa haa hai jazba Ho ho hai jazba Suljha lenge uljhe rishton ka Manjha Hmm.. haan Manjha.. Hmm.. haan Manjha.. Hmm.. haan Manjha.. Soi takdeerein jaga denge Kal ko ambar bhi jhuka denge Haa haa hai jazba Ho ho hai jazba Suljha lenge uljhe rishton ka Manjha Hmm.. Manjha.. Ho ho barfeeli aankhon mein Pighla sa dekhenge hum kal ka chehra Ho ho pathreele seene mein Ubla sa dekhenge hum lawa gehra Agan lagi, lagan lagi Toote na, toote na jazba ye toote na Magan lagi, lagan lagi Kal hoga kya keh do Kis ko hai parwah Parwah... parwah... Ho... Roothe khaabon ko manaa lenge Kati patangon ko thaamenge Haa haa hai jazba Ho ho hai jazba Suljha lenge uljhe rishton ka Manjha Hmm.. haan Manjha.. Hmm.. haan Manjha.. Hmm.. haan Manjha..

Log in or join to reply.