Mohabbat k safar mein koi bhi rasta nahi deta,
zameen waqif nahi banti falak saya nahi deta!
Khushi or dukh k mosam sab k apnay apnay hotay hain,
kisi ko apnay hissay ka koi lamha nahi deta!
Udasi jis k dil mein ho, usi ki neend urrti hai,
kisi ko apni ankhon ka koi sapna nahi deta!
Uthana khud hi perrta hai thaka toota badan apna,
k jab tak saans chalti hai, koi kandha nahi deta!!
Mohabbat Ka Safar Main
6 replies
116 views
asa he hota hai sohail
lagta hai sohail khan sy bewafi hoi hai
han asa he hai?
wah wah kya topic hai
Aman.Rana: lagta hai sohail khan sy bewafi hoi hai
‘ Ye Jo Aag Dil Mai Lagi Hy Zamane Mai Laga Donga,
Uski Doli agar Uthi
To
To
To
(,”)
XcuSe mE
_||_..
Koi Baat Nahi,
Dosri Phansa Lon Ga.’Aman.Rana: lagta hai sohail khan sy bewafi hoi hai
‘ Ye Jo Aag Dil Mai Lagi Hy Zamane Mai Laga Donga,
Uski Doli agar Uthi
To
To
To
(,”)
XcuSe mE
_||_..
Koi Baat Nahi,
Dosri Phansa Lon Ga.’ -lol