2WAP

Koyi Kisi Ka Nhi Ye Jhoothe,Naate Hai Nato Ka Kaya

5 replies 143 views
Koyi kisi ka nahi ye jhoothhe, Naate hain naato ka kya Kasme waade pyaar wafaa sab, Baatein hain baato ka kya Hoga masiha ... Hoga masiha saamne tere, Phir bhi na tu bach paayega Tera apna Tera apna khoon hi aakhir tujhko aag lagaayega Aasmaan mein ... Aasmaan me udne waale mitti mein mil jaayega Kasme waade pyaar wafaa sab, baatein hain baato ka kya Sukh mein tere ... Sukh mein tere saath chalenge, Dukh mein sab mukh modenge Duniya waale ... Duniya waale tere bankar tera hi dil todenge Dete hain ... Dete hain bhagwaan ko dhokha, Insaan ko kya chhodenge Kasme waade pyaar wafaa sab, Baatein hain baato ka kya

Log in or join to reply.