2WAP

Buddha nd Buddhi

5 replies 79 views
Buddha Buddhi Ki Kahani ' 1 buddha aaya saath me 1 budhiya ko laaya ' Hotel me ja k waiter ko bulaya ' Dono ne apna-apna order mangaya ' Pehle buddhe ne khaya budhiya ne pankha hilaya ' Fir budhiya ne khaya buddhe ne pankha hilaya ' Ye dekh k Waiter sharmaya aur usne farmaya ' Aye Laila Majnu k Maa Baap ' . Tum dono me itna pyar hai to khana 1 sath Q nahi khaya? ' Is par buddhe ne farmaya!!! ' Hanso math Hehehe Hans math yarr buddha nai batayega fir ' . . . . . . . . . buddhe ne farmaya!!! ' Beta tera sawal to nek hai ' Par humare paas Daanto ka set sirf ek hai smiley smiley

Log in or join to reply.