kaash mein. . .
Tere haseen haath ka
kang'gan hota. . .
Tu bare pyaar se. . .
Bare chaao se. . .
Bare aramaan ke saath. . .
Apni naazuk si,
kalaai main
charhaati mujh ko. . .
Aur betaabi se
furqat ke Khizaan lamhon main. . .
Tu kisi soch main doobi. . .
Jo ghumaati mujh ko. . .
Mein tere haath ki
Khushbu se mahak saa jaata. . . Jab kabhi mood main aa kar mujhe chuma karati. . .
Tere honton ki
shiddat se. . .
Mein dahak sa jaata. . .
Raat ko jab bhi. . .
Tu nindon ke safar par jaati. . . Mar'marien haath ka
ik takiya banaya karati. . .
Mein tere kaan se lag kar. . . Kai baatien karata. . .
Teri zulfon ko. . .
Tere gaal ko. . .
Mein chuma karata. . . .
Jab bhi tu
band qaba kholane lagati jaanaan. . .
Apani aankhon ko. . .
Tere husn se khira karata. . . Mujh ko betaab saa rakhata. . . Teri chaahat ka nasha. . . .
Mein teri ruh ke
gulashan main
mahakata rahata. . . .
Mein tere jism ke
aangan main khanakata rahata. . .
kuchh nahin
to yahi benaam sa bandhan hota. . .
kaash mein tere. . .
Haseen haath ka
kangan hota. . . .
Kang'gan
18 replies
171 views
Tharki Gaalib
Lovly l like it
Raat Ko jab bhi tu Nendn K safar Pay Jaati
Mar mareein haath Ka Takiya banaya Karti
As_Ash: kaash mein. . .
Tere haseen haath ka
kang'gan hota. . .
Tu bare pyaar se. . .
Bare chaao se. . .
Bare aramaan ke saath. . .
Apni naazuk si,
kalaai main
charhaati mujh ko. . .
Aur betaabi se
furqat ke Khizaan lamhon main. . .
Tu kisi soch main doobi. . .
Jo ghumaati mujh ko. . .
Mein tere haath ki
Khushbu se mahak saa jaata. . . Jab kabhi mood main aa kar mujhe chuma karati. . .
Tere honton ki
shiddat se. . .
Mein dahak sa jaata. . .
Raat ko jab bhi. . .
Tu nindon ke safar par jaati. . . Mar'marien haath ka
ik takiya banaya karati. . .
Mein tere kaan se lag kar. . . Kai baatien karata. . .
Teri zulfon ko. . .
Tere gaal ko. . .
Mein chuma karata. . . .
Jab bhi tu
band qaba kholane lagati jaanaan. . .
Apani aankhon ko. . .
Tere husn se khira karata. . . Mujh ko betaab saa rakhata. . . Teri chaahat ka nasha. . . .
Mein teri ruh ke
gulashan main
mahakata rahata. . . .
Mein tere jism ke
aangan main khanakata rahata. . .
kuchh nahin
to yahi benaam sa bandhan hota. . .
kaash mein tere. . .
Haseen haath ka
kangan hota. . . .
GULSHAN GULSHAN DARIYA KINARE
IK PAL KO NA REHTI DOORI
NA KOI HOTI MAJBOORI
TU SAJNI MAIN SAJAN HOTA
KASH MAIN TERE HAATH KA KANGAN HOTA
BHEGTA BARISH MAIN SANG TERE
DEKHTA TUJH KO SHAM SAWERE
REHTA ZULFOON KI CHAOON MIAN
CHALTA PIYAR BHARI RAHOON MAIN
TUJH KO HAR PAL YAAD MAIN REHTA
RASMOON SE AAZAD MAIN REHTA
HANSTA GATA HAR DIN HOTA
KASH MAIN TERE HAATH KA KANGAN HOTA
KASH MAIN TERE HAATH KA KANGAN HOTA
TERE ROOP KA DARPAN HOTA
MUJH PE FIDA TERA MAN HOTA
DIL KI TERE DHADKAN HOTA
KASH MAIN TERE HAATH KA KANGAN HOTA
Shukria sweetpoison pahrna ke liye ,correction karne k liye aur apni khobsorat nazam share karne ke liye
As_Ash: Shukria sweetpoison pahrna ke liye ,correction karne k liye aur apni khobsorat nazam share karne ke liye
Nahe crrectionh nahe keya ye es nazam ka jawb tha anywys thxhello, i want to chat please, in english
sweet_poison: Nahe crrectionh nahe keya ye es nazam ka jawb tha anywys thx
Lutf aaya 'jawab e shikawa' pahr karharis: Tharki Gaalib
wll its nt galib nazam its wasi shah's buk ankhein bheeg gati hainsweet_poison: wll its nt galib nazam its wasi shah's buk ankhein bheeg gati hain
mjhe kyaharis: mjhe kya
haris: mjhe kya
sweet_poison: 
Topic spoil karna koi tum se sekhe haris 
Wonderful piece 
kaash!!!!
kya baat hai yar....
diary likho bhai...
As_Ash: kaash mein. . .
Tere haseen haath ka
kang'gan hota. . .
Tu bare pyaar se. . .
Bare chaao se. . .
Bare aramaan ke saath. . .
Apni naazuk si,
kalaai main
charhaati mujh ko. . .
Aur betaabi se
furqat ke Khizaan lamhon main. . .
Tu kisi soch main doobi. . .
Jo ghumaati mujh ko. . .
Mein tere haath ki
Khushbu se mahak saa jaata. . . Jab kabhi mood main aa kar mujhe chuma karati. . .
Tere honton ki
shiddat se. . .
Mein dahak sa jaata. . .
Raat ko jab bhi. . .
Tu nindon ke safar par jaati. . . Mar'marien haath ka
ik takiya banaya karati. . .
Mein tere kaan se lag kar. . . Kai baatien karata. . .
Teri zulfon ko. . .
Tere gaal ko. . .
Mein chuma karata. . . .
Jab bhi tu
band qaba kholane lagati jaanaan. . .
Apani aankhon ko. . .
Tere husn se khira karata. . . Mujh ko betaab saa rakhata. . . Teri chaahat ka nasha. . . .
Mein teri ruh ke
gulashan main
mahakata rahata. . . .
Mein tere jism ke
aangan main khanakata rahata. . .
kuchh nahin
to yahi benaam sa bandhan hota. . .
kaash mein tere. . .
Haseen haath ka
kangan hota. . . .
nice good and lovly sad ghazal