2WAP

You n Me. 69

LewAlimb
Feb 14, 2011
Jab piyar main do smiley mitle hain. yeh sochta hon unka bhi kahain meri hi tarah anjam nah unka bhi junooN nakaam nah ho! unke bhi kahain unjaane main khawabooN ke sheesh mahal nah girain unke bhi muQadar main bhi kahain kuch moar namumkin aa jain aur unki saari khushiyon ko saamaj ki nazarian kha jaian. . .

No comments yet. Be the first.

Log in or join to comment.