Uth uth kar kisi ka intizaar kar ky dekhna"
¤Kabhi kisi say piyaar kar ky dekhna"
¤Kesay toottay hai muhabat ke rishtay"
¤Galtiyan do char kar ky dekhna"
¤Zindagi ka falsfa samjhna ho to"
¤Baarish me kachi diwaar khari kar ky dekhna"
¤Nafrat ho jaiye gi tu ko bhi duniya se"
¤Muhabat kisi se be-shumaar kar ky dekhna