Radha aur Krishna
Anoop8187 2014/06/08 06:25
Ek bar Radha ji ne Krishna se pucha - Gussa kya hai ? ...............Bhut khubsurat jawab mila - Kisi ki galti ki saza khud ko dena ,......Phr Radha ne Krishna se pucha -Dost aur Pyar me kya fark hai ?....Krishna haas kar bole - Pyar sona hai aur dost heera ....Sona tut kar dubara ban skta hai magar heera nahi ...........Radha ne phr pucha - Main kaha kaha hu ? ....Krishna ne kaha - Tum mere dil me , sans me , jigar me , dhadkan me , tam me , man me har jagah tum ho ..........................Fir Radha ji ne pucha - Main kaha nahi hu ? ,...To Krishna ne kaha - Meri kismat me..............Radha ne Shri Krishna se pucha - Pyar ka asli matlab kya hota hai ? .......................Shri Krishna ne haas kar kaha - Jaha matlab hota hai ..waha pyar hi kaha hota hai...Radha ne Krishna se kaha , Apne mujhse prem kiya - Lekin shadi Rukmani se aisa kyu ? .............,........Krishna ne kaha ki shadi ke liye do logo ki jarurat hoti hai aur hum to ek hi hai....