Skip to content

** Honge juda na hum **

Swt.Raaz · May 21, 2014 23:54 4 65
Swt.Raaz OP
May 21, 2014 23:54
honge judaa na hum Chaahe na chaahe zamaana Hamaari chaahaton ka mit na sakega fasaana Waada raha sanam, honge judaa na hum Chaahe na chaahe zamaana Hamaari chaahaton ka mit na sakega fasaana In vaadiyon mein yunhi milte rahenge Dil mein vafa ke diye jalte rahenge Yeh maanga hai duaaon mein Kami na ho vafaaon mein Rahe teri nigaahon mein Likho na yeh fizaaon mein o saajana Hamaari chaahaton ka mit na sakega fasaana Kaisi udaasi tere chehre pe chhaayi Kya baat hai jo teri aankh bhar aayi Dekho to kya nazaare hain Tumhaari tarah pyaare hain Hanso na mere liye tum Sabhi to yeh tumhaare hai o jaane jaan Hamaari chaahaton ka mit na sakega fasaana Waada raha sanam, honge judaa na hum Chaahe na chaahe zamaana Hamaari chaahaton ka mit na sakega fasaana
4 replies
rozyz
May 22, 2014 02:09
#1
Ohmmm
-LILY-
May 22, 2014 10:51
#2
nice song... smiley
Emo_CutE_GiRl_
May 24, 2014 19:05
#3
Superb song
Swt.Raaz OP
May 25, 2014 13:30
#4
Kuch b karo vade bafa tut hi jata hai , god ne jitna jo b banaya sab se bevakuf ladkiyo ko hi banadiya dil mai pyar mamta bahat dal diya dimag ko khali kardiya jitne b bafa karo ye bebafai hi karjate hai