Tum bin zindagi suni si lagti h ,,Har pal adhuri si lagti h ..,Ab to in saanso ko apni saanso se jod de ..,Warna zindagi kuch pal ki mahmaan si lagti hai
Humsafar2014/03/30 15:55 Kbi kbi aisa lagta hai hami b farah
farah-khan2014/03/31 12:02 Har dhadkan mein ek raz hota hain ..,Har bat ko batane ka ek aandaz hota hain,,...Jab tak thokar na lage bewafai ki ......,Har kisi ko apne pyar par naaz hota hai
farah-khan: Har dhadkan mein ek raz hota hain ..,Har bat ko batane ka ek aandaz hota hain,,...Jab tak thokar na lage bewafai ki ......,Har kisi ko apne pyar par naaz hota hai
Naaz se Nazish huwi..
Naazish se niyaaz.
Naaz uthane ko hum tayyar the..
Par Naaz nikli be-niyaz..
farah-khan2014/03/31 15:43 Mere geet sune duniya mera dard koi na jan skta , ek tera sahara tha par tu bi muje na pahchan saka
NIGHT_ANGEL2014/03/31 20:32 Kuch Tehreerein
Likhte Rehna
Apne Ghar Mein Chalte Rehna
Anjaani Baaton Mein Bhi
Hoti Hai Dil Ki Lagi
farah-khan2014/04/02 17:57 Kisi ke pass kuch na ho to hansti h duniya ....Kisi ke pass sb kuch ho to jalti h duniya ...Mere pass to ap jaisa dosta h jiske liye tarsti h sari duniya
farah-khan: Har dhadkan mein ek raz hota hain ..,Har bat ko batane ka ek aandaz hota hain,,...Jab tak thokar na lage bewafai ki ......,Har kisi ko apne pyar par naaz hota hai