**Kaun hain jo sapnon main aaya**
3 replies
Swt.Raaz
Mar 1, 2014 09:47
Kaun hai jo sapnon mein aaya(2) Kaun hai jo dil mein samaya(2) Lo jhuk gaya aasmaan bhi(2) Ishq mera rang laya(2) O priya aaaa aaa(2) Zindagi ke har ek mod pe mein(2) Geet gata chala ja raha hoon(2) Bekhudi ka yeh aalam na poocho Manzilo se badha ja raha hoon(2) Kaun hai jo sapnon mein aaya Kaun hai jo dil mein samaya Lo jhuk gaya aasmaan bhi Ishq mera rang laya O priya aaaa aaa(2) Saj gayi aaj sari dishaye(2) Khul gayi aaj jannat ki raahein(2) Husn jab se mera ho gaya hai Mujh pe padti hai sabki nigahein(2) Kaun hai jo sapnon mein aaya Kaun hai jo dil mein samaya Lo jhuk gaya aasmaan bhi Ishq mera rang laya O priya aaaa aaa(2) Jism ko maut aati hai lekin(2) Rooh ko maut aati nahi hai(2) Ishq raushan hai raushan rahega Raushani iski jati nahi hai(2) Kaun hai jo sapnon mein aaya(2) Kaun hai jo dil mein samaya(2) Lo jhuk gaya aasmaan bhi(2) Ishq mera rang laya(2) O priya aaaa aaa(2)
-LILY-
Mar 1, 2014 09:50
raaz nice song .musica.
dipeeka
Mar 2, 2014 17:12
Who is dis priya?nyc song..
_ShAnE_StArK_
Jan 11, 2016 06:24
Old classic..
#53 Creative Work
Poetry, stories, lyrics, quotes, life lessons and more. Prepare to be moved and inspired.
Forums
Home